Dil Mein Apne Husn-e-alamgir Dekh, Urdu Ghazal By Muneer Ahmad Jami

Dil Mein Apne Husn-e-alamgir Dekh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muneer Ahmad Jami. Dil Mein Apne Husn-e-alamgir Dekh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Mein Apne Husn-e-alamgir Dekh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل میں اپنے حسن عالمگیر دیکھ

منیر احمد جامی

دل میں اپنے حسن عالمگیر دیکھ

آئنے میں یار کی تصویر دیکھ

کہہ رہے ہیں وہ بنا کر زلف کو

مجرمان عشق کی زنجیر دیکھ

تجھ کو آنا ہی پڑا تھا لے جگر

دیکھ میری آہ کی تاثیر دیکھ

خط پیشانی کا بھی مٹتا ہے کہیں

خامۂ بے دست کی تحریر دیکھ

ان کے دیوانوں میں ہم بھی جا ملے

مل گئی زنجیر سے زنجیر دیکھ

ان کے زیر حکم ساری کائنات

کیسی ہے یہ قید بے زنجیر دیکھ

دیکھ ہی لینا ہے ذائقؔ کو اگر

ہر غزل ہے اس کی اک تصویر دیکھ

منیر احمد جامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Mein Apne Husn-e-alamgir Dekh

Muneer Ahmad Jami

dil mein apne husn-e-alamgir dekh
aaine mein yar ki taswir dekh

kah rahe hain wo bana kar zulf ko
mujriman-e-ishq ki zanjir dekh

tujh ko aana hi paDa tha le jigar
dekh meri aah ki tasir dekh

KHat peshani ka bhi miTta hai kahin
KHama-e-be-dast ki tahrir dekh

un ke diwanon mein hum bhi ja mile
mil gai zanjir se zanjir dekh

un ke zer-e-hukm sari kaenat
kaisi hai ye qaid-e-be-zanjir dekh

dekh hi lena hai 'zaiq' ko agar
har ghazal hai us ki ek taswir dekh

(531) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Mein Apne Husn-e-alamgir Dekh written by Muneer Ahmad Jami at UrduPoint. Dil Mein Apne Husn-e-alamgir Dekh is one of the masterpieces written by Muneer Ahmad Jami. You can also find the complete poetry collection of Muneer Ahmad Jami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneer Ahmad Jami' above.

Dil Mein Apne Husn-e-alamgir Dekh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Mein Apne Husn-e-alamgir Dekh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.