Aaya Hai Mujhko Ek But-e-sim-bar Se KHat, Urdu Ghazal By Muneer Ahmad Jami

Aaya Hai Mujhko Ek But-e-sim-bar Se KHat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muneer Ahmad Jami. Aaya Hai Mujhko Ek But-e-sim-bar Se KHat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaya Hai Mujhko Ek But-e-sim-bar Se KHat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آیا ہے مجھ کو ایک بت سیم بر سے خط

منیر احمد جامی

آیا ہے مجھ کو ایک بت سیم بر سے خط

میں کیوں جواب میں نہ لکھوں آب زر سے خط

اللہ رے شوق سلسلۂ نامہ و پیام

اک خط گیا ادھر سے اک آیا ادھر سے خط

کیا جانوں ہوگا حرف تمنا بھی یا نہیں

بھیگا تھا لکھتے وقت مری چشم تر سے خط

نامہ عمل کا دیکھ نہ اے داور نشور

اس پر تو کھینچ خامۂ رحمت اثر سے خط

ہر لفظ اس کا وحی نہ کیوں ہو مرے لئے

لکھا ہے اس نے طائر سدرہ کے پر سے خط

اس پر فریفتہ کہیں قاصد بھی ہو نہ جائے

میں بھیجتا نہیں اسی وہم و خطر سے خط

ذائقؔ علی کے نام کو مشکل میں آزما

گردن پہ تیغ کا نہ پڑے اس سپر سے خط

منیر احمد جامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaya Hai Mujhko Ek But-e-sim-bar Se KHat

Muneer Ahmad Jami

aaya hai mujh ko ek but-e-sim-bar se KHat
main kyon jawab mein na likhun aab-e-zar se KHat

allah re shauq-e-silsila-e-nama-o-payam
ek KHat gaya idhar se ek aaya udhar se KHat

kya jaanun hoga harf-e-tamanna bhi ya nahin
bhiga tha likhte waqt meri chashm-e-tar se KHat

nama amal ka dekh na ai dawar-e-nushur
is par tu khinch KHama-e-rahmat-asar se KHat

har lafz us ka wahy na kyon ho mere liye
likkha hai us ne taer-e-sidra ke par se KHat

us par farefta kahin qasid bhi ho na jae
main bhejta nahin isi wahm-o-KHatar se KHat

'zaiq' ali ke nam ko mushkil mein aazma
gardan pe tegh ka na paDe is sipar se KHat

(701) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaya Hai Mujhko Ek But-e-sim-bar Se KHat written by Muneer Ahmad Jami at UrduPoint. Aaya Hai Mujhko Ek But-e-sim-bar Se KHat is one of the masterpieces written by Muneer Ahmad Jami. You can also find the complete poetry collection of Muneer Ahmad Jami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneer Ahmad Jami' above.

Aaya Hai Mujhko Ek But-e-sim-bar Se KHat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaya Hai Mujhko Ek But-e-sim-bar Se KHat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.