Fahmaish, Urdu Nazam By Munir Anwar

Fahmaish is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Munir Anwar. Fahmaish comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Fahmaish on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فہمائش

منیر انور

اس طرح کی فہمائش

پھر کبھی نہیں ہوگی

جس طرح مری ماں نے

اپنے پیار کی چادر

میرے سر پہ پھیلا کر

اپنی گود میں بھر کر

مجھ سے یہ کہا بیٹا

تم نے جھوٹ بولا ہے

اب اگر کبھی تم نے

جھوٹ جو کہا مجھ سے

تو میں روٹھ جاؤں گی

پھر یہ گود یہ چادر

ڈھونڈتے رہو گے تم

میں نے اس کے بعد انورؔ

جھوٹ تو نہیں بولا

پھر وہ پیار کی چادر

ماں کی گود کی گرمی

کیوں بچھڑ گئی مجھ سے

منیر انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fahmaish

Munir Anwar

is tarah ki fahmaish
phir kabhi nahin hogi
jis tarah meri man ne
apne pyar ki chadar
mere sar pe phaila kar
apni god mein bhar kar
mujh se ye kaha beTa

tum ne jhuT bola hai
ab agar kabhi tum ne
jhuT jo kaha mujh se
to main ruTh jaungi
phir ye god ye chadar
DhunDte rahoge tum
main ne us ke baad 'anwar'
jhuT to nahin bola
phir wo pyar ki chadar
man ki god ki garmi
kyon bichhaD gai mujh se

(523) ووٹ وصول ہوئے

You can read Fahmaish written by Munir Anwar at UrduPoint. Fahmaish is one of the masterpieces written by Munir Anwar. You can also find the complete poetry collection of Munir Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munir Anwar' above.

Fahmaish is a widely read Urdu Nazam. If you like Fahmaish, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.