ThoDi Si MiTTi Ki Aur Do Bund Pani Ki Kitab, Urdu Ghazal By Munir Anwar

ThoDi Si MiTTi Ki Aur Do Bund Pani Ki Kitab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munir Anwar. ThoDi Si MiTTi Ki Aur Do Bund Pani Ki Kitab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ThoDi Si MiTTi Ki Aur Do Bund Pani Ki Kitab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تھوڑی سی مٹی کی اور دو بوند پانی کی کتاب

منیر انور

تھوڑی سی مٹی کی اور دو بوند پانی کی کتاب

ہو اگر بس میں تو لکھیں زندگانی کی کتاب

رت جگے تنہائیاں پانے کا کھو دینے کا ذکر

لیجئے پڑھ لیجئے میری جوانی کی کتاب

کہہ رہی ہے شہر کی بربادیوں کی داستاں

ادھ جلے کچھ کاغذوں میں اک کہانی کی کتاب

زندگی بھر کفر کے فتووں کی زد میں تھا وہ شخص

معتبر ٹھہری ہے اب جس آنجہانی کی کتاب

وقت کے ظلمت کدہ میں ہے بھلا کس کو دوام

اب کہاں سے لاؤں میں تیری نشانی کی کتاب

دیکھیے جس کو لیے پھرتا ہے انورؔ دوش پر

اپنی ناکامی کسی کی کامرانی کی کتاب

منیر انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ThoDi Si MiTTi Ki Aur Do Bund Pani Ki Kitab

Munir Anwar

thoDi si miTTi ki aur do bund pani ki kitab
ho agar bas mein to likhen zindagani ki kitab

ratjage tanhaiyan pane ka kho dene ka zikr
lijiye paDh lijiye meri jawani ki kitab

kah rahi hai shahar ki barbaadiyon ki dastan
adh-jale kuchh kaghazon mein ek kahani ki kitab

zindagi bhar kufr ke fatwon ki zad mein tha wo shaKHs
mo'atabar Thahri hai ab jis aan-jahani ki kitab

waqt ke zulmat-kade mein hai bhala kis ko dawam
ab kahan se laun main teri nishani ki kitab

dekhiye jis ko liye phirta hai 'anwar' dosh par
apni nakaami kisi ki kaamrani ki kitab

(519) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ThoDi Si MiTTi Ki Aur Do Bund Pani Ki Kitab written by Munir Anwar at UrduPoint. ThoDi Si MiTTi Ki Aur Do Bund Pani Ki Kitab is one of the masterpieces written by Munir Anwar. You can also find the complete poetry collection of Munir Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munir Anwar' above.

ThoDi Si MiTTi Ki Aur Do Bund Pani Ki Kitab is a widely read Urdu Ghazal. If you like ThoDi Si MiTTi Ki Aur Do Bund Pani Ki Kitab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.