Talluqat Jahan Se Na Hadsat Se Hai, Urdu Ghazal By Muniruzzama Muneer

Talluqat Jahan Se Na Hadsat Se Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muniruzzama Muneer. Talluqat Jahan Se Na Hadsat Se Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Talluqat Jahan Se Na Hadsat Se Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تعلقات جہاں سے نہ حادثات سے ہے

منیر الزماں منیر

تعلقات جہاں سے نہ حادثات سے ہے

مرے خلوص کا رشتہ تمہاری ذات سے ہے

تڑپ رہے ہیں تو احباب ملنے آئے ہیں

ہمارے دل کی یہ حالت تو آدھی رات سے ہے

میں دشمنوں کو بھی اپنے عزیز رکھتا ہوں

معاشرے میں تصادم بھی ان کی ذات سے ہے

میں آئنہ ہوں مجھے دیکھ کتنا سادہ ہوں

مری نگاہ کا رشتہ جمالیات سے ہے

مشینی دور میں ہم لوگ سانس لیتے ہیں

یہ اونچ نیچ بھی شہروں کے واقعات سے ہے

قدم قدم پہ نئی زحمتوں نے یاد کیا

منیرؔ آپ کا جینا بھی حادثات سے ہے

منیر الزماں منیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Talluqat Jahan Se Na Hadsat Se Hai

Muniruzzama Muneer

talluqat jahan se na hadsat se hai
mere KHulus ka rishta tumhaari zat se hai

taDap rahe hain to ahbab milne aae hain
hamare dil ki ye haalat to aadhi raat se hai

main dushmanon ko bhi apne aziz rakhta hun
maashre mein tasadum bhi un ki zat se hai

main aaina hun mujhe dekh kitna sada hun
meri nigah ka rishta jamaliyat se hai

mashini daur mein hum log sans lete hain
ye unch nich bhi shahron ke waqiat se hai

qadam qadam pe nai zahmaton ne yaad kiya
'munir' aap ka jina bhi hadsat se hai

(408) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Talluqat Jahan Se Na Hadsat Se Hai written by Muniruzzama Muneer at UrduPoint. Talluqat Jahan Se Na Hadsat Se Hai is one of the masterpieces written by Muniruzzama Muneer. You can also find the complete poetry collection of Muniruzzama Muneer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muniruzzama Muneer' above.

Talluqat Jahan Se Na Hadsat Se Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Talluqat Jahan Se Na Hadsat Se Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.