Teri Aaghosh Mein NiDhaal Hun Main, Urdu Ghazal By Musavvir Sabzwari

Teri Aaghosh Mein NiDhaal Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Musavvir Sabzwari. Teri Aaghosh Mein NiDhaal Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri Aaghosh Mein NiDhaal Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیری آغوش میں نڈھال ہوں میں

مصور سبزواری

تیری آغوش میں نڈھال ہوں میں

بھیگتی رات کا زوال ہوں میں

جتنا سلجھاؤ گے اور الجھو گے

وقت کا اک بڑا سوال ہوں میں

اور پچھلے پہر گلے مل لے

ڈوبتی رات کا کمال ہوں میں

اپنے اندر سمٹتا جاتا ہوں

خشک دریا کا ایک جال ہوں میں

فاصلے قرنوں کے جدائی میں

تیرا ماضی ہوں اپنا حال ہوں میں

کیا سمجھ کے ہنسا ہے تو مجھ پر

تیرے ہی آئنے کا بال ہوں میں

یہ مصورؔ بھنور میں آ کے کھلا

ڈوبنے میں بھی بے مثال ہوں میں

مصور سبزواری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Aaghosh Mein NiDhaal Hun Main

Musavvir Sabzwari

teri aaghosh mein niDhaal hun main
bhigti raat ka zawal hun main

jitna suljhaoge aur uljhoge
waqt ka ek baDa sawal hun main

aur pichhle-pahar gale mil le
Dubti raat ka kamal hun main

apne andar simaTta jata hun
KHushk dariya ka ek jal hun main

fasle qarnon ke judai mein
tera mazi hun apna haal hun main

kya samajh ke hansa hai tu mujh par
tere hi aaine ka baal hun main

ye 'musawwir' bhanwar mein aa ke khula
Dubne mein bhi be-misal hun main

(450) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Aaghosh Mein NiDhaal Hun Main written by Musavvir Sabzwari at UrduPoint. Teri Aaghosh Mein NiDhaal Hun Main is one of the masterpieces written by Musavvir Sabzwari. You can also find the complete poetry collection of Musavvir Sabzwari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Musavvir Sabzwari' above.

Teri Aaghosh Mein NiDhaal Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Aaghosh Mein NiDhaal Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.