Jismon Ki ChaDhti Dhup Ka Jab Qahr Utar Gaya, Urdu Ghazal By Musavvir Sabzwari

Jismon Ki ChaDhti Dhup Ka Jab Qahr Utar Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Musavvir Sabzwari. Jismon Ki ChaDhti Dhup Ka Jab Qahr Utar Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jismon Ki ChaDhti Dhup Ka Jab Qahr Utar Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جسموں کی چڑھتی دھوپ کا جب قہر اتر گیا

مصور سبزواری

جسموں کی چڑھتی دھوپ کا جب قہر اتر گیا

اک شعلہ ڈوبنے کو سر نہر اتر گیا

پھر یاد آ گئی ہے ترے آنسوؤں کی شام

پھر آج زیر آب کوئی شہر اتر گیا

اب ڈس رہا ہے مجھ کو مرا کھوکھلا بدن

ساون کی بجلیوں سے مرا زہر اتر گیا

ہم موج تہ نشیں تھے تجھے چھو نہیں سکے

تو برگ سطح آب تھا ہر لہر اتر گیا

اب روکش جمال مصورؔ نہیں کوئی

چہرہ بہ چہرہ عکس رخ دہر اتر گیا

مصور سبزواری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jismon Ki ChaDhti Dhup Ka Jab Qahr Utar Gaya

Musavvir Sabzwari

jismon ki chaDhti dhup ka jab qahr utar gaya
ek shoala Dubne ko sar-e-nahr utar gaya

phir yaad aa gai hai tere aansuon ki sham
phir aaj zer-e-ab koi shahr utar gaya

ab Das raha hai mujh ko mera khokhla badan
sawan ki bijliyon se mera zahr utar gaya

hum mauj-e-tah-nashin the tujhe chhu nahin sake
tu barg-e-sath-e-ab tha har lahar utar gaya

ab ru-kash-e-jamal 'musawwir' nahin koi
chehra-ba-chehra aks-e-ruKH-e-dahr utar gaya

(346) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jismon Ki ChaDhti Dhup Ka Jab Qahr Utar Gaya written by Musavvir Sabzwari at UrduPoint. Jismon Ki ChaDhti Dhup Ka Jab Qahr Utar Gaya is one of the masterpieces written by Musavvir Sabzwari. You can also find the complete poetry collection of Musavvir Sabzwari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Musavvir Sabzwari' above.

Jismon Ki ChaDhti Dhup Ka Jab Qahr Utar Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jismon Ki ChaDhti Dhup Ka Jab Qahr Utar Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.