Dard Ka Nam Pata Mat Puchho, Urdu Nazam By Mushaf Iqbal Tausifi

Dard Ka Nam Pata Mat Puchho is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mushaf Iqbal Tausifi. Dard Ka Nam Pata Mat Puchho comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Dard Ka Nam Pata Mat Puchho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد کا نام پتہ مت پوچھو

مصحف اقبال توصیفی

درد کا نام پتہ مت پوچھو

درد اک خیمۂ افلاک

اس اقلیم پہ ہے سایہ کناں

تم اسے قطب شمالی کہہ لو

تم جدھر آنکھ اٹھا کر دیکھو

برف ہی برف ہے

اور رات ہی رات

ہم وہ موجود کہ جن میں شاید

زندگی بننے کے آثار ابھی باقی تھے

حشرات ایسے کہ جن کو شاید

روشنی اور حرارت کی ضرورت تھی ابھی

اس اندھیرے میں کہو برف پہ رینگیں کیسے

کوئی بتلاؤ کہ اس رات کے آزار سے نکلیں کیسے

رات ایسی کہ جو ڈھلتی ہی نہیں

برف ایسی کہ پگھلتی ہی نہیں

مصحف اقبال توصیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Ka Nam Pata Mat Puchho

Mushaf Iqbal Tausifi

dard ka nam pata mat puchho
dard ek KHema-e-aflak
is iqlim pe hai saya kunan
tum ise qutub shumali kah lo
tum jidhar aankh uTha kar dekho
barf hi barf hai
aur raat hi raat
hum wo maujud ki jin mein shayad
zindagi banne ke aasar abhi baqi the
hashraat aise ki jin ko shayad
raushni aur hararat ki zarurat thi abhi
is andhere mein kaho barf pe rengen kaise
koi batlao ki is raat ke aazar se niklen kaise
raat aisi ki jo Dhalti hi nahin
barf aisi ki pighalti hi nahin

(463) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Ka Nam Pata Mat Puchho written by Mushaf Iqbal Tausifi at UrduPoint. Dard Ka Nam Pata Mat Puchho is one of the masterpieces written by Mushaf Iqbal Tausifi. You can also find the complete poetry collection of Mushaf Iqbal Tausifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mushaf Iqbal Tausifi' above.

Dard Ka Nam Pata Mat Puchho is a widely read Urdu Nazam. If you like Dard Ka Nam Pata Mat Puchho, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.