Waqt Ki Rail GaDi, Urdu Nazam By Mushaf Iqbal Tausifi

Waqt Ki Rail GaDi is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mushaf Iqbal Tausifi. Waqt Ki Rail GaDi comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Waqt Ki Rail GaDi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت کی ریل گاڑی

مصحف اقبال توصیفی

میں تجھے ڈھونڈنے نکلا گھر سے

اور اپنا ہی پتہ بھول گیا

اب نہ وہ تو ہے نہ میں

نہ وہ راستہ ہے نہ پیڑ

نہ وہ مندر ہے

نہ کٹیا

نہ چراغ

اب نہ وہ تو ہے نہ میں

اور وہ لوگ کہاں کیسے ہیں

میں جنہیں بھول کے خوش ہوں

جو مجھے یاد بھی آئیں

کیسی دیوار ہے یہ نیم فراموشی کی

آؤ دیوار گرائیں

اور اگر یہ نہ گرے

آؤ ڈھونڈھیں

یہیں ہوں گے کہیں ریما جوزف۔۔۔

میں ترے کرتے کا دامن تھاموں

آؤ ہم ریل بنائیں

آؤ ہم ریل کو پیچھے لے جائیں

مصحف اقبال توصیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Ki Rail GaDi

Mushaf Iqbal Tausifi

main tujhe DhunDne nikla ghar se
aur apna hi pata bhul gaya

ab na wo tu hai na main
na wo rasta hai na peD
na wo mandir hai
na kuTiya
na charagh

ab na wo tu hai na main
aur wo log kahan kaise hain
main jinhen bhul ke KHush hun
jo mujhe yaad bhi aaen
kaisi diwar hai ye nim-faramoshi ki
aao diwar giraen
aur agar ye na gire
aao DhunDhen
yahin honge kahin rima jauzaf…
main tere kurte ka daman thamun
aao hum rail banaen
aao hum rail ko pichhe le jaen

(530) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Ki Rail GaDi written by Mushaf Iqbal Tausifi at UrduPoint. Waqt Ki Rail GaDi is one of the masterpieces written by Mushaf Iqbal Tausifi. You can also find the complete poetry collection of Mushaf Iqbal Tausifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mushaf Iqbal Tausifi' above.

Waqt Ki Rail GaDi is a widely read Urdu Nazam. If you like Waqt Ki Rail GaDi, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.