Main Ye Chahta Hun, Urdu Nazam By Mushaf Iqbal Tausifi

Main Ye Chahta Hun is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mushaf Iqbal Tausifi. Main Ye Chahta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Main Ye Chahta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں یہ چاہتا ہوں

مصحف اقبال توصیفی

میں یہ چاہتا ہوں سمندر کے ساحل پہ

بھیگی ہوئی ریت پر گال رکھے

چند لمحے

اسی طرح لیٹا رہوں

مگر وقت کی بھیڑ میں

مرے پاس اپنے لیے

چند لمحے کہاں

ہواؤں کے اس شور میں

میرے گریبان کی دھجیاں

اب کہاں

سمندر کی آغوش میں اتنی لہریں ہیں

ایک بھی لہر ایسی نہیں

جو لے جائے مجھ کو بہا کر

اک ایسے جزیرے کی جانب

جہاں کوئی رہتا نہ ہو

جہاں پانیوں میں مری استھیاں

ہوا میں

مرے نام کا کوئی سایہ نہ ہو

مصحف اقبال توصیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Ye Chahta Hun

Mushaf Iqbal Tausifi

main ye chahta hun samundar ke sahil pe
bhigi hui ret par gal rakkhe
chand lamhe
isi tarah leTa rahun
magar waqt ki bhiD mein
mere pas apne liye
chand lamhe kahan
hawaon ke is shor mein
mere gareban ki dhajjiyan
ab kahan
samundar ki aaghosh mein itni lahren hain
ek bhi lahar aisi nahin
jo le jae mujh ko baha kar
ek aise jazire ki jaanib
jahan koi rahta na ho
jahan paniyon mein meri asthiyan
hawa mein
mere nam ka koi saya na ho

(487) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Ye Chahta Hun written by Mushaf Iqbal Tausifi at UrduPoint. Main Ye Chahta Hun is one of the masterpieces written by Mushaf Iqbal Tausifi. You can also find the complete poetry collection of Mushaf Iqbal Tausifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mushaf Iqbal Tausifi' above.

Main Ye Chahta Hun is a widely read Urdu Nazam. If you like Main Ye Chahta Hun, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.