Karam Mein Hai Na Sitam Mein Na Iltifat Mein Hai, Urdu Ghazal By Mushtaq Naqvi

Karam Mein Hai Na Sitam Mein Na Iltifat Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mushtaq Naqvi. Karam Mein Hai Na Sitam Mein Na Iltifat Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Karam Mein Hai Na Sitam Mein Na Iltifat Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کرم میں ہے نہ ستم میں نہ التفات میں ہے

مشتاق نقوی

کرم میں ہے نہ ستم میں نہ التفات میں ہے

جو بات تیری نگاہوں کی احتیاط میں ہے

کچھ اس طرح سے چلے جا رہے ہیں کانٹوں پر

کہ جیسے ہاتھ ہمارا تمہارے ہاتھ میں ہے

دیئے جلے ہیں سجی جا رہی ہے کل کی دلہن

عجیب حسن غم زندگی کی رات میں ہے

کھڑی ہے سیل حوادث کے درمیاں اب تک

بڑا ثبات مری عمر بے ثبات میں ہے

نہ کوئی دوست کسی کا نہ کوئی دشمن ہے

ہمارا دوست و دشمن ہماری ذات میں ہے

مشتاق نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Karam Mein Hai Na Sitam Mein Na Iltifat Mein Hai

Mushtaq Naqvi

karam mein hai na sitam mein na iltifat mein hai
jo baat teri nigahon ki ehtiyat mein hai

kuchh is tarah se chale ja rahe hain kanTon par
ki jaise hath hamara tumhaare hath mein hai

diye jale hain saji ja rahi hai kal ki dulhan
ajib husn gham-e-zindagi ki raat mein hai

khaDi hai sail-e-hawadis ke darmiyan ab tak
baDa sabaat mari umr-e-be-sabaat mein hai

na koi dost kisi ka na koi dushman hai
hamara dost wa dushman hamari zat mein hai

(573) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Karam Mein Hai Na Sitam Mein Na Iltifat Mein Hai written by Mushtaq Naqvi at UrduPoint. Karam Mein Hai Na Sitam Mein Na Iltifat Mein Hai is one of the masterpieces written by Mushtaq Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Mushtaq Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mushtaq Naqvi' above.

Karam Mein Hai Na Sitam Mein Na Iltifat Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Karam Mein Hai Na Sitam Mein Na Iltifat Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.