Ham-safar Raaton Ke Sae Ho Gae, Urdu Ghazal By Mushtaq Naqvi

Ham-safar Raaton Ke Sae Ho Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mushtaq Naqvi. Ham-safar Raaton Ke Sae Ho Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ham-safar Raaton Ke Sae Ho Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم سفر راتوں کے سائے ہو گئے

مشتاق نقوی

ہم سفر راتوں کے سائے ہو گئے

چاند تارے راستوں میں سو گئے

قصۂ دل میں وفا کی بات پر

اس نے یوں دیکھا کہ ہم چپ ہو گئے

تم تو کوئی اجنبی ہو اجنبی

جو ہمارے تھے وہ تم کیا ہو گئے

منزلیں آواز دے کر تھک گئیں

قافلے گرد سفر میں کھو گئے

آج تک آنکھوں میں اک تصویر ہے

گو اسے دیکھے زمانے ہو گئے

مشتاق نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ham-safar Raaton Ke Sae Ho Gae

Mushtaq Naqvi

ham-safar raaton ke sae ho gae
chand tare raston mein so gae

qissa-e-dil mein wafa ki baat par
us ne yun dekha ki hum chup ho gae

tum to koi ajnabi ho ajnabi
jo hamare the wo tum kya ho gae

manzilen aawaz de kar thak gain
qafile gard-e-safar mein kho gae

aaj tak aankhon mein ek taswir hai
go use dekhe zamane ho gae

(547) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ham-safar Raaton Ke Sae Ho Gae written by Mushtaq Naqvi at UrduPoint. Ham-safar Raaton Ke Sae Ho Gae is one of the masterpieces written by Mushtaq Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Mushtaq Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mushtaq Naqvi' above.

Ham-safar Raaton Ke Sae Ho Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ham-safar Raaton Ke Sae Ho Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.