Har Sans Mein Shamil Rahte Hain Har KHwab Sanwara Karte Hain, Urdu Ghazal By Mustafa Rahi

Har Sans Mein Shamil Rahte Hain Har KHwab Sanwara Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mustafa Rahi. Har Sans Mein Shamil Rahte Hain Har KHwab Sanwara Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Sans Mein Shamil Rahte Hain Har KHwab Sanwara Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر سانس میں شامل رہتے ہیں ہر خواب سنوارا کرتے ہیں

مصطفیٰ راہی

ہر سانس میں شامل رہتے ہیں ہر خواب سنوارا کرتے ہیں

کیا کیا نہ ہماری خاطر وہ تکلیف گوارا کرتے ہیں

سجدوں سے تلافی ہو کیوں کر حیران و پریشاں ہیں خود سر

وہ بوجھ جو ہوتا ہے دل پر کس طرح اتارا کرتے ہیں

ہر حال میں ہیں راضی بہ رضا ہم اہل یقیں ہم اہل وفا

ہے کون ہمارا تیرے سوا تجھ ہی کو پکارا کرتے ہیں

کیا جانئے کیا ہے قسمت میں اے شاخ نشیمن خیر تری

بجلی بھی بہت کچھ کہتی ہے بادل بھی اشارا کرتے ہیں

اک موج قیامت ڈھاتی ہے اک موج سہارا دیتی ہے

طوفاں ہی ڈبوتے ہیں کشتی طوفاں ہی ابھارا کرتے ہیں

احساس کہاں پھینک آئیں ہم الفاظ کہاں سے لائیں ہم

کس دل سے کسے سمجھائیں ہم جو کچھ بھی نظارا کرتے ہیں

جاں باز کہاں دل باز ہیں سب لیکن یہ حقیقت ہے راہیؔ

کچھ ہار کے جیتا کرتے ہیں کچھ جیت کے ہارا کرتے ہیں

جو عزم عمل کے پیکر ہیں وہ لوگ ہی راہیؔ برتر ہیں

وہ بے حس کنکر پتھر ہیں جو وقت گزارا کرتے ہیں

مصطفیٰ راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Sans Mein Shamil Rahte Hain Har KHwab Sanwara Karte Hain

Mustafa Rahi

har sans mein shamil rahte hain har KHwab sanwara karte hain
kya kya na hamari KHatir wo taklif gawara karte hain

sajdon se talafi ho kyunkar hairan-o-pareshan hain KHud-sar
wo bojh jo hota hai dil par kis tarah utara karte hain

har haal mein hain raazi-ba-raza hum ahl-e-yaqin hum ahl-e-wafa
hai kaun hamara tere siwa tujh hi ko pukara karte hain

kya jaaniye kya hai qismat mein ai shaKH-e-nasheman KHair teri
bijli bhi bahut kuchh kahti hai baadal bhi ishaara karte hain

ek mauj qayamat Dhati hai ek mauj sahaara deti hai
tufan hi Dubote hain kashti tufan hi ubhaara karte hain

ehsas kahan phenk aaen hum alfaz kahan se laen hum
kis dil se kise samjhaen hum jo kuchh bhi nazara karte hain

jaan-baz kahan dil-baz hain sab lekin ye haqiqat hai 'rahi'
kuchh haar ke jita karte hain kuchh jit ke haara karte hain

jo azm-e-amal ke paikar hain wo log hi 'rahi' bartar hain
wo be-his kankar patthar hain jo waqt guzara karte hain

(610) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Sans Mein Shamil Rahte Hain Har KHwab Sanwara Karte Hain written by Mustafa Rahi at UrduPoint. Har Sans Mein Shamil Rahte Hain Har KHwab Sanwara Karte Hain is one of the masterpieces written by Mustafa Rahi. You can also find the complete poetry collection of Mustafa Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mustafa Rahi' above.

Har Sans Mein Shamil Rahte Hain Har KHwab Sanwara Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Sans Mein Shamil Rahte Hain Har KHwab Sanwara Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.