Yaqin Aaj Bhi Wahm-o-guman Mein Gum Hai, Urdu Ghazal By Muzaffar Abdali

Yaqin Aaj Bhi Wahm-o-guman Mein Gum Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Abdali. Yaqin Aaj Bhi Wahm-o-guman Mein Gum Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yaqin Aaj Bhi Wahm-o-guman Mein Gum Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یقین آج بھی وہم و گمان میں گم ہے

مظفر ابدالی

یقین آج بھی وہم و گمان میں گم ہے

زمین جیسے کہیں آسمان میں گم ہے

یہ آفتاب بھی کس زاویے سے ڈھلتا ہے

ذرا سی دھوپ لیے آن بان میں گم ہے

دریچے دور ہوئے جاتے ہیں مکینوں سے

صبا بھی صرف طواف مکان میں گم ہے

میں ایک بت ہوں عجائب گھروں میں رکھا ہوا

مرا وجود مری داستان میں گم ہے

نتیجہ پھر سے کہیں ملتوی نہ ہو جائے

مرا سوال ترے امتحان میں گم ہے

مظفر ابدالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yaqin Aaj Bhi Wahm-o-guman Mein Gum Hai

Muzaffar Abdali

yaqin aaj bhi wahm-o-guman mein gum hai
zamin jaise kahin aasman mein gum hai

ye aaftab bhi kis zawiye se Dhalta hai
zara si dhup liye aan-ban mein gum hai

dariche dur hue jate hain makinon se
saba bhi sirf tawaf-e-makan mein gum hai

main ek but hun ajaib-gharon mein rakkha hua
mera wajud meri dastan mein gum hai

natija phir se kahin multawi na ho jae
mera sawal tere imtihan mein gum hai

(624) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yaqin Aaj Bhi Wahm-o-guman Mein Gum Hai written by Muzaffar Abdali at UrduPoint. Yaqin Aaj Bhi Wahm-o-guman Mein Gum Hai is one of the masterpieces written by Muzaffar Abdali. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Abdali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Abdali' above.

Yaqin Aaj Bhi Wahm-o-guman Mein Gum Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yaqin Aaj Bhi Wahm-o-guman Mein Gum Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.