Kis Tarah Aae Teri Bazm-e-tarab Mein Aaina, Urdu Ghazal By Muzaffar Ali Aseer

Kis Tarah Aae Teri Bazm-e-tarab Mein Aaina is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Ali Aseer. Kis Tarah Aae Teri Bazm-e-tarab Mein Aaina comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Tarah Aae Teri Bazm-e-tarab Mein Aaina on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس طرح آئے تری بزم طرب میں آئنہ

مظفر علی اسیر

کس طرح آئے تری بزم طرب میں آئنہ

ہے نظر بند آج کل شہر حلب میں آئنہ

ہند سے اس تک جو لے جائے کوئی تصویر یار

شرم سے لیلیٰ نہ دیکھے پھر عرب میں آئنہ

بزم میں بلوائے جلدی کہ اک مدت سے ہے

اشتیاق زلف و خط و چشم و لب میں آئنہ

نوکری بھی کی تو حیرانی فقط ہم کو ملی

آرسی تنخواہ میں پائی طلب میں آئنہ

شیخ صاحب تا کجا آرائش ریش سپید

دیکھیے شانہ بلا میں ہے غضب میں آئنہ

ساقیا یہ آئنہ ہے تیرا مے خانہ نہیں

ہے ہر اک ساغر کف بنت العنب میں آئنہ

دیکھنے جاتا ہے اس کو تاب نظارہ نہیں

سادہ لوح اس سے ہوا مشہور سب میں آئنہ

مظفر علی اسیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Tarah Aae Teri Bazm-e-tarab Mein Aaina

Muzaffar Ali Aseer

kis tarah aae teri bazm-e-tarab mein aaina
hai nazar-band aaj-kal shahr-e-halab mein aaina

hind se us tak jo le jae koi taswir-e-yar
sharm se laila na dekhe phir arab mein aaina

bazm mein bulwae jaldi ki ek muddat se hai
ishtiyaq-e-zulf-o-KHat-o-chashm-o-lab mein aaina

naukri bhi ki to hairani faqat hum ko mili
aarsi tanKHwah mein pai talab mein aaina

shaiKH-sahab ta-kuja aaraish-e-resh-e-saped
dekhiye shana bala mein hai ghazab mein aaina

saqiya ye aaina hai tera mai-KHana nahin
hai har ek saghar kaf-e-bintul-anab mein aaina

dekhne jata hai us ko tab-e-nazzara nahin
sada-lauh us se hua mashhur sab mein aaina

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Tarah Aae Teri Bazm-e-tarab Mein Aaina written by Muzaffar Ali Aseer at UrduPoint. Kis Tarah Aae Teri Bazm-e-tarab Mein Aaina is one of the masterpieces written by Muzaffar Ali Aseer. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Ali Aseer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Ali Aseer' above.

Kis Tarah Aae Teri Bazm-e-tarab Mein Aaina is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Tarah Aae Teri Bazm-e-tarab Mein Aaina, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.