Kaam Koi To Kabhi Waqt Se Aage Kar Ja, Urdu Ghazal By Muzaffar Ali Syed

Kaam Koi To Kabhi Waqt Se Aage Kar Ja is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Ali Syed. Kaam Koi To Kabhi Waqt Se Aage Kar Ja comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaam Koi To Kabhi Waqt Se Aage Kar Ja on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کام کوئی تو کبھی وقت سے آگے کر جا

مظفر علی سید

کام کوئی تو کبھی وقت سے آگے کر جا

اے دل زندہ مرے مرنے سے پہلے مر جا

ساغر چشم کو زہراب سے خالی کر دے

اور جو بھرتا ہے تو پیمانۂ ہستی بھر جا

تشنگی کم ہو مگر دور نہ ہونے پائے

اپنے پیاسے کو نہ سیراب محبت کر جا

خاک سے تا بہ فلک خواب کا پھیلا دامن

کوئی کوشش نہ کہیں اور تمنا ہر جا

تو مسافر ترے کس کام کی شہرت سیدؔ

یہ سخاوت سر دہلیز رفیقاں دھر جا

مظفر علی سید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaam Koi To Kabhi Waqt Se Aage Kar Ja

Muzaffar Ali Syed

kaam koi to kabhi waqt se aage kar ja
ai dil-e-zinda mere marne se pahle mar ja

saghar-e-chashm ko zahrab se KHali kar de
aur jo bharta hai tu paimana-e-hasti bhar ja

tishnagi kam ho magar dur na hone pae
apne pyase ko na sairab-e-mohabbat kar ja

KHak se ta-ba-falak KHwab ka phaila daman
koi koshish na kahin aur tamanna har ja

tu musafir tere kis kaam ki shohrat 'sayyad'
ye saKHawat sar-e-dahliz-e-rafiqan dhar ja

(465) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaam Koi To Kabhi Waqt Se Aage Kar Ja written by Muzaffar Ali Syed at UrduPoint. Kaam Koi To Kabhi Waqt Se Aage Kar Ja is one of the masterpieces written by Muzaffar Ali Syed. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Ali Syed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Ali Syed' above.

Kaam Koi To Kabhi Waqt Se Aage Kar Ja is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaam Koi To Kabhi Waqt Se Aage Kar Ja, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.