Nae Nazariye Ki TaKHliq, Urdu Nazam By Muzaffar Hanfi

Nae Nazariye Ki TaKHliq is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Muzaffar Hanfi. Nae Nazariye Ki TaKHliq comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Nae Nazariye Ki TaKHliq on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نئے نظریے کی تخلیق

مظفر حنفی

کانچ کی رنگین ٹوٹی چوڑیوں کو

آئینے کے تین ٹکڑوں میں

کسی بھی ڈھنگ سے رکھ دو

نیا خاکہ بنے گا

جس میں اک ترکیب ہوگی

لاکھ جھٹکے دیجئے

ہر بار یہ ترکیب اک ترکیب نو میں ہی ڈھلے گی

جب بھی کچھ ٹوٹے ہوئے لوگوں میں

اپنے تجربات خام کے قصے چھڑیں گے

اک نظریہ جنم لے گا

مظفر حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nae Nazariye Ki TaKHliq

Muzaffar Hanfi

kanch ki rangin TuTi chuDiyon ko
aaine ke tin TukDon mein
kisi bhi Dhang se rakh do
naya KHaka banega
jis mein ek tarkib hogi
lakh jhaTke dijiye
har bar ye tarkib ek tarkib-e-nau mein hi Dhalegi
jab bhi kuchh TuTe hue logon mein
apne tajrabaat-e-KHam ke qisse chhiDenge
ek nazariya janm lega

(523) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nae Nazariye Ki TaKHliq written by Muzaffar Hanfi at UrduPoint. Nae Nazariye Ki TaKHliq is one of the masterpieces written by Muzaffar Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Hanfi' above.

Nae Nazariye Ki TaKHliq is a widely read Urdu Nazam. If you like Nae Nazariye Ki TaKHliq, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.