MuskurahaT Ka Bij, Urdu Nazam By Muzaffar Hanfi

MuskurahaT Ka Bij is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Muzaffar Hanfi. MuskurahaT Ka Bij comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read MuskurahaT Ka Bij on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسکراہٹ کا بیج

مظفر حنفی

کس جگہ میں نے اس کو دیکھا تھا

کون سا ماہ

کون سا دن تھا

یاد اس کے سوا نہیں کچھ بھی

کار زن سے نکل گئی تھی مگر

کار سے جھانکتا ہوا چہرہ

دیکھ کر مجھ کو مسکرایا تھا

جانے کیا بات ہے

کہ میں جب بھی

جس جگہ بھی اداس ہوتا ہوں

کار سے جھانکتا ہوا چہرہ

یاد آتا ہے

مسکراتا ہے

اور میں مسکرانے لگتا ہوں

مظفر حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

MuskurahaT Ka Bij

Muzaffar Hanfi

kis jagah main ne us ko dekha tha
kaun sa mah
kaun sa din tha
yaad is ke siwa nahin kuchh bhi
kar zan se nikal gai thi magar
kar se jhankta hua chehra
dekh kar mujh ko muskuraya tha
jaane kya baat hai
ki main jab bhi
jis jagah bhi udas hota hun
kar se jhankta hua chehra
yaad aata hai
muskuraata hai
aur main muskurane lagta hun

(547) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read MuskurahaT Ka Bij written by Muzaffar Hanfi at UrduPoint. MuskurahaT Ka Bij is one of the masterpieces written by Muzaffar Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Hanfi' above.

MuskurahaT Ka Bij is a widely read Urdu Nazam. If you like MuskurahaT Ka Bij, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.