Jab Kaha Maine Ki Mar Mar Ke Bache Hijr Mein Hum, Urdu Ghazal By Muztar Khairabadi

Jab Kaha Maine Ki Mar Mar Ke Bache Hijr Mein Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muztar Khairabadi. Jab Kaha Maine Ki Mar Mar Ke Bache Hijr Mein Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Kaha Maine Ki Mar Mar Ke Bache Hijr Mein Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب کہا میں نے کہ مر مر کے بچے ہجر میں ہم (ردیف .. ے)

مضطر خیرآبادی

جب کہا میں نے کہ مر مر کے بچے ہجر میں ہم

ہنس کے بولے تمہیں جینا تھا تو مر کیوں نہ گئے

ہم تو اللہ کے گھر جا کے بہت پچھتائے

جان دینی تھی تو کافر ترے گھر کیوں نہ گئے

سوئے دوزخ بت کافر کو جو جاتے دیکھا

ہم نے جنت سے کہا ہائے ادھر کیوں نہ گئے

پہلے اس سوچ میں مرتے تھے کہ جیتے کیوں ہیں

اب ہم اس فکر میں جیتے ہیں کہ مر کیوں نہ گئے

زاہدو کیا سوئے‌ مشرق نہیں اللہ کا گھر

کعبے جانا تھا تو تم لوگ ادھر کیوں نہ گئے

تو نے آنکھیں تو مجھے دیکھ کے نیچی کر لیں

میرے دشمن تری نظروں سے اتر کیوں نہ گئے

سن کے بولے وہ مرا حال‌ جدائی مضطرؔ

جب یہ حالت تھی تو پھر جی سے گزر کیوں نہ گئے

مضطر خیرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Kaha Maine Ki Mar Mar Ke Bache Hijr Mein Hum

Muztar Khairabadi

jab kaha main ne ki mar mar ke bache hijr mein hum
hans ke bole tumhein jina tha to mar kyun na gae

hum to allah ke ghar ja ke bahut pachhtae
jaan deni thi to kafir tere ghar kyun na gae

su-e-dozaKH but-e-kafir ko jo jate dekha
hum ne jannat se kaha hae udhar kyun na gae

pahle us soch mein marte the ki jite kyun hain
ab hum is fikr mein jite hain ki mar kyun na gae

zahido kya su-e-mashriq nahin allah ka ghar
kabe jaana tha to tum log udhar kyun na gae

tu ne aankhen to mujhe dekh ke nichi kar lin
mere dushman teri nazron se utar kyun na gae

sun ke bole wo mera haal-e-judai 'muztar'
jab ye haalat thi to phir ji se guzar kyun na gae

(383) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Kaha Maine Ki Mar Mar Ke Bache Hijr Mein Hum written by Muztar Khairabadi at UrduPoint. Jab Kaha Maine Ki Mar Mar Ke Bache Hijr Mein Hum is one of the masterpieces written by Muztar Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Muztar Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muztar Khairabadi' above.

Jab Kaha Maine Ki Mar Mar Ke Bache Hijr Mein Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Kaha Maine Ki Mar Mar Ke Bache Hijr Mein Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.