Aisi Aankhen Tu Ne Din Ai Husn-e-jaanana Mujhe, Urdu Ghazal By Muztar Muzaffarpuri

Aisi Aankhen Tu Ne Din Ai Husn-e-jaanana Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muztar Muzaffarpuri. Aisi Aankhen Tu Ne Din Ai Husn-e-jaanana Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aisi Aankhen Tu Ne Din Ai Husn-e-jaanana Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایسی آنکھیں تو نے دیں اے حسن جانانہ مجھے

مضطر مظفرپوری

ایسی آنکھیں تو نے دیں اے حسن جانانہ مجھے

ذرہ ذرہ اب نظر آتا ہے بت خانہ مجھے

قلقل مینا کی صورت آ رہی ہیں ہچکیاں

یاد کرتے ہوں گے شاید اہل مے خانہ مجھے

رو دیا میں آ گئی اپنے شکستہ دل کی یاد

مل گیا ٹوٹا ہوا اک دن جو پیمانہ مجھے

مختصر اتنی سی ہے روداد بزم حسن کی

شمع ان کا نام ہے کہتے ہیں پروانہ مجھے

المدد اے جذب کامل المدد اے خضر شوق

کھینچتا ہے راہ کعبہ میں بھی بت خانہ مجھے

سوچ کر انجام الفت ہو گیا دل چور چور

لیلیٰ و مجنوں کا یاد آیا جو افسانہ مجھے

تیرے قاتل کے لئے گھر کی ہوئی جب جستجو

درد نے اٹھ کر دکھایا اپنا کاشانہ مجھے

اس کی دھن سے مجھ کو مطلب اس کی دھن سے مجھ کو کام

کوئی متوالا کہے مضطرؔ کہ دیوانے مجھے

مضطر مظفرپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aisi Aankhen Tu Ne Din Ai Husn-e-jaanana Mujhe

Muztar Muzaffarpuri

aisi aankhen tu ne din ai husn-e-jaanana mujhe
zarra zarra ab nazar aata hai but-KHana mujhe

qulqul-e-mina ki surat aa rahi hain hichkiyan
yaad karte honge shayad ahl-e-mai-KHana mujhe

ro diya main aa gai apne shikasta dil ki yaad
mil gaya TuTa hua ek din jo paimana mujhe

muKHtasar itni si hai rudad bazm-e-husn ki
shama un ka nam hai kahte hain parwana mujhe

al-madad ai jazb-e-kaamil al-madad ai KHizr-e-shauq
khenchta hai rah-e-kaba mein bhi but-KHana mujhe

soch kar anjam-e-ulfat ho gaya dil chur chur
laila-o-majnun ka yaad aaya jo afsana mujhe

tere qatil kai liye ghar ki hui jab justuju
dard ne uTh kar dikhaya apna kashana mujhe

us ki dhun se mujh ko matlab us ki dhun se mujh ko kaam
koi matwala kahe 'muztar' ki diwane mujhe

(513) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aisi Aankhen Tu Ne Din Ai Husn-e-jaanana Mujhe written by Muztar Muzaffarpuri at UrduPoint. Aisi Aankhen Tu Ne Din Ai Husn-e-jaanana Mujhe is one of the masterpieces written by Muztar Muzaffarpuri. You can also find the complete poetry collection of Muztar Muzaffarpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muztar Muzaffarpuri' above.

Aisi Aankhen Tu Ne Din Ai Husn-e-jaanana Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aisi Aankhen Tu Ne Din Ai Husn-e-jaanana Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.