Ab Wo Zauq-e-tasawwuraat Nahin, Urdu Ghazal By Muztar Muzaffarpuri

Ab Wo Zauq-e-tasawwuraat Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muztar Muzaffarpuri. Ab Wo Zauq-e-tasawwuraat Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Wo Zauq-e-tasawwuraat Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب وہ ذوق تصورات نہیں

مضطر مظفرپوری

اب وہ ذوق تصورات نہیں

ہائے وہ دن نہیں وہ رات نہیں

ان کی تیغ ادا پہ مر مٹنا

اور کچھ معنیٔ حیات نہیں

حال دل پوچھتے ہیں ہنس ہنس کر

بے سبب تو یہ التفات نہیں

پھر ہے کیا چیز کائنات اگر

جلوہ ہائے تصورات نہیں

ہے تصور میں گیسوئے شب گوں

ختم ہونے کی آج رات نہیں

ایسی ناصح کوئی کتاب بھی ہے

حسن و الفت کی جس میں بات نہیں

مضطر مظفرپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Wo Zauq-e-tasawwuraat Nahin

Muztar Muzaffarpuri

ab wo zauq-e-tasawwuraat nahin
hae wo din nahin wo raat nahin

un ki tegh-e-ada pe mar miTna
aur kuchh mani-e-hayat nahin

haal-e-dil puchhte hain hans hans kar
be-sabab to ye iltifat nahin

phir hai kya chiz kaenat agar
jalwa-ha-e-tasawwuraat nahin

hai tasawwur mein gesu-e-shab-gun
KHatm hone ki aaj raat nahin

aisi naseh koi kitab bhi hai
husn-o-ulfat ki jis mein baat nahin

(447) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Wo Zauq-e-tasawwuraat Nahin written by Muztar Muzaffarpuri at UrduPoint. Ab Wo Zauq-e-tasawwuraat Nahin is one of the masterpieces written by Muztar Muzaffarpuri. You can also find the complete poetry collection of Muztar Muzaffarpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muztar Muzaffarpuri' above.

Ab Wo Zauq-e-tasawwuraat Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Wo Zauq-e-tasawwuraat Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.