Tap-e-alam Ko Jigar Mein Chhupa Ke Dekhte Hain, Urdu Ghazal By Nabi Bakhsh Nayab

Tap-e-alam Ko Jigar Mein Chhupa Ke Dekhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nabi Bakhsh Nayab. Tap-e-alam Ko Jigar Mein Chhupa Ke Dekhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tap-e-alam Ko Jigar Mein Chhupa Ke Dekhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تپ الم کو جگر میں چھپا کے دیکھتے ہیں

نبی بخش نایاب

تپ الم کو جگر میں چھپا کے دیکھتے ہیں

ہم آگ اپنے ہی گھر کو لگا کے دیکھتے ہیں

خدا کو دیکھتے ہیں یوں ہم اس کی صورت میں

کہ گویا سامنے اپنے بٹھا کے دیکھتے ہیں

وہ بولے دیکھ کے شیشے میں اپنی صورت کو

شبیہ حضرت یوسف منگا کے دیکھتے ہیں

چرا لیا میرے پہلو سے دل جنہوں نے مرا

اب ان کو دیکھو وہ آنکھیں چرا کے دیکھتے ہیں

نہ پوچھ کوچۂ جاناں کی رہ گزر نایابؔ

ہنوز جذبۂ دل آزما کے دیکھتے ہیں

نبی بخش نایاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tap-e-alam Ko Jigar Mein Chhupa Ke Dekhte Hain

Nabi Bakhsh Nayab

tap-e-alam ko jigar mein chhupa ke dekhte hain
hum aag apne hi ghar ko laga ke dekhte hain

KHuda ko dekhte hain yun hum us ki surat mein
ki goya samne apne biTha ke dekhte hain

wo bole dekh ke shishe mein apni surat ko
shabih-e-hazrat-e-yusuf manga ke dekhte hain

chura liya mere pahlu se dil jinhon ne mera
ab un ko dekho wo aankhen chura ke dekhte hain

na puchh kucha-e-jaanan ki rahguzar 'nayab'
hanuz jazba-e-dil aazma ke dekhte hain

(371) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tap-e-alam Ko Jigar Mein Chhupa Ke Dekhte Hain written by Nabi Bakhsh Nayab at UrduPoint. Tap-e-alam Ko Jigar Mein Chhupa Ke Dekhte Hain is one of the masterpieces written by Nabi Bakhsh Nayab. You can also find the complete poetry collection of Nabi Bakhsh Nayab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nabi Bakhsh Nayab' above.

Tap-e-alam Ko Jigar Mein Chhupa Ke Dekhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tap-e-alam Ko Jigar Mein Chhupa Ke Dekhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.