Gham-o-KHushi Ke Agar Silsile Nahin Chalte, Urdu Ghazal By Nadeem Farrukh

Gham-o-KHushi Ke Agar Silsile Nahin Chalte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nadeem Farrukh. Gham-o-KHushi Ke Agar Silsile Nahin Chalte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham-o-KHushi Ke Agar Silsile Nahin Chalte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم و خوشی کے اگر سلسلے نہیں چلتے

ندیم فرخ

غم و خوشی کے اگر سلسلے نہیں چلتے

تو میرے ساتھ کبھی حوصلے نہیں چلتے

انا کے پیڑ پہ کھلتے نہیں خلوص کے پھول

ضدوں کے ساتھ کبھی فیصلے نہیں چلتے

بس اک نگاہ پہ عمریں نثار ہوتی ہیں

محبتوں کے کبھی سلسلے نہیں چلتے

ہمارے قدموں میں رہتے ہیں راستے لیکن

ہمارے ساتھ کبھی مرحلے نہیں چلتے

ہر ایک شخص یہاں میر کارواں خود ہے

اسی لیے تو یہاں قافلے نہیں چلتے

ندیم فرخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham-o-KHushi Ke Agar Silsile Nahin Chalte

Nadeem Farrukh

gham-o-KHushi ke agar silsile nahin chalte
to mere sath kabhi hausle nahin chalte

ana ke peD pe khilte nahin KHulus ke phul
zidon ke sath kabhi faisle nahin chalte

bas ek nigah pe umren nisar hoti hain
mohabbaton ke kabhi silsile nahin chalte

hamare qadmon mein rahte hain raste lekin
hamare sath kabhi marhale nahin chalte

har ek shaKHs yahan mir-e-karwan KHud hai
isi liye to yahan qafile nahin chalte

(449) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham-o-KHushi Ke Agar Silsile Nahin Chalte written by Nadeem Farrukh at UrduPoint. Gham-o-KHushi Ke Agar Silsile Nahin Chalte is one of the masterpieces written by Nadeem Farrukh. You can also find the complete poetry collection of Nadeem Farrukh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nadeem Farrukh' above.

Gham-o-KHushi Ke Agar Silsile Nahin Chalte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham-o-KHushi Ke Agar Silsile Nahin Chalte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.