RaKHt-e-safar Ka Maine Irada Nahin Kiya, Urdu Ghazal By Naeem Saba

RaKHt-e-safar Ka Maine Irada Nahin Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naeem Saba. RaKHt-e-safar Ka Maine Irada Nahin Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read RaKHt-e-safar Ka Maine Irada Nahin Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رخت سفر کا میں نے ارادہ نہیں کیا

نعیم صبا

رخت سفر کا میں نے ارادہ نہیں کیا

روشن چراغ منزل جادہ نہیں کیا

تجھ سے بچھڑ کے اور مرا دل اداس ہو

ملنے کا اس لئے ابھی وعدہ نہیں کیا

شدت سے تھا ملال شب ہجر کا مگر

شانے پہ تیرے سر کو نہادہ نہیں کیا

دل مطمئن ہے باعث تجدید دوستی

اس کو خفا بھی حد سے زیادہ نہیں کیا

سب کچھ عطا ہوا تری رحمت سے اس لئے

دست طلب کو اور کشادہ نہیں کیا

شاید کہ میری روح کو بالیدگی ملے

خود کو رہین ساغر و بادہ نہیں کیا

شاید مری جبیں کو ملے اذن بندگی

دل کے ورق کو اس لئے سادہ نہیں کیا

مجھ کو نہ تمکنت کا ہو احساس بے زیاں

قامت کو اپنے اور ستارہ نہیں کیا

اپنی تلاش میں ہوں صباؔ اس لئے ابھی

سوئے حرم سفر کا ارادہ نہیں کیا

نعیم صبا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

RaKHt-e-safar Ka Maine Irada Nahin Kiya

Naeem Saba

raKHt-e-safar ka main ne irada nahin kiya
raushan charagh-e-manzil-e-jada nahin kiya

tujh se bichhaD ke aur mera dil udas ho
milne ka is liye abhi wada nahin kiya

shiddat se tha malal shab-e-hijr ka magar
shane pe tere sar ko nihada nahin kiya

dil mutmain hai bais-e-tajdid-e-dosti
us ko KHafa bhi had se ziyaada nahin kiya

sab kuchh ata hua teri rahmat se is liye
dast-e-talab ko aur kushada nahin kiya

shayad ki meri ruh ko baalidgi mile
KHud ko rahin-e-saghar-o-baada nahin kiya

shayad meri jabin ko mile izn-e-bandagi
dil ke warq ko is liye sada nahin kiya

mujh ko na tamkanat ka ho ehsas-e-be-ziyan
qamat ko apne aur sitara nahin kiya

apni talash mein hun 'saba' is liye abhi
su-e-haram safar ka irada nahin kiya

(456) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read RaKHt-e-safar Ka Maine Irada Nahin Kiya written by Naeem Saba at UrduPoint. RaKHt-e-safar Ka Maine Irada Nahin Kiya is one of the masterpieces written by Naeem Saba. You can also find the complete poetry collection of Naeem Saba by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naeem Saba' above.

RaKHt-e-safar Ka Maine Irada Nahin Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like RaKHt-e-safar Ka Maine Irada Nahin Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.