Jo Kuchh Dekha Aur Samjha Hai Nazr-e-lauh-o-qalam Karta Hun, Urdu Ghazal By Naeem Sameer

Jo Kuchh Dekha Aur Samjha Hai Nazr-e-lauh-o-qalam Karta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naeem Sameer. Jo Kuchh Dekha Aur Samjha Hai Nazr-e-lauh-o-qalam Karta Hun comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jo Kuchh Dekha Aur Samjha Hai Nazr-e-lauh-o-qalam Karta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو کچھ دیکھا اور سمجھا ہے نذر لوح و قلم کرتا ہوں

نعیم سمیر

جو کچھ دیکھا اور سمجھا ہے نذر لوح و قلم کرتا ہوں

یعنی چشم حیرت پر میں سچے خواب رقم کرتا ہوں

پہلے میری دانائی پر کوئی وحشت چھا جاتی ہے

اور پھر پوری قوت سے میں اس کی شدت کم کرتا ہوں

زخم ملامت نوچتے رہنا ویسے بھی تو بے مصرف ہے

جتنا ہو سکتا ہے مجھ سے بس اتنا ہی غم کرتا ہوں

یوں تو سارے جگ سے لڑ کر میں نے خود کو منوایا ہے

لیکن اک گوشے میں اپنے ہونے کا ماتم کرتا ہوں

دل اور دنیا ایک جگہ پر یکساں روشن کب ہوتے ہیں

ایک چراغ کی لو بھڑکا کر ایک دیا مدھم کرتا ہوں

ورنہ سمیرؔ اس سناٹے میں کوئی کیسے رہ سکتا ہے

جس حد تک ممکن ہو مجھ سے آوازیں پیہم کرتا ہوں

نعیم سمیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Kuchh Dekha Aur Samjha Hai Nazr-e-lauh-o-qalam Karta Hun

Naeem Sameer

jo kuchh dekha aur samjha hai nazr-e-lauh-o-qalam karta hun
yani chashm-e-hairat par main sachche KHwab raqam karta hun

pahle meri danai par koi wahshat chha jati hai
aur phir puri quwwat se main us ki shiddat kam karta hun

zaKHm-e-malamat nochte rahna waise bhi to be-masraf hai
jitna ho sakta hai mujh se bas utna hi gham karta hun

yun to sare jag se laD kar main ne KHud ko manwaya hai
lekin ek goshe mein apne hone ka matam karta hun

dil aur duniya ek jagah par yaksan raushan kab hote hain
ek charagh ki lau bhaDka kar ek diya maddham karta hun

warna 'samir' is sannaTe mein koi kaise rah sakta hai
jis had tak mumkin ho mujh se aawazen paiham karta hun

(357) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Kuchh Dekha Aur Samjha Hai Nazr-e-lauh-o-qalam Karta Hun written by Naeem Sameer at UrduPoint. Jo Kuchh Dekha Aur Samjha Hai Nazr-e-lauh-o-qalam Karta Hun is one of the masterpieces written by Naeem Sameer. You can also find the complete poetry collection of Naeem Sameer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naeem Sameer' above.

Jo Kuchh Dekha Aur Samjha Hai Nazr-e-lauh-o-qalam Karta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Kuchh Dekha Aur Samjha Hai Nazr-e-lauh-o-qalam Karta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.