Tawil-e-ahd-e-fan Hi To Wahshat Ka Hal Nahin, Urdu Ghazal By Naeem Sameer

Tawil-e-ahd-e-fan Hi To Wahshat Ka Hal Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naeem Sameer. Tawil-e-ahd-e-fan Hi To Wahshat Ka Hal Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tawil-e-ahd-e-fan Hi To Wahshat Ka Hal Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تاویل عہد فن ہی تو وحشت کا حل نہیں

نعیم سمیر

تاویل عہد فن ہی تو وحشت کا حل نہیں

پیش نظر جنون ہے یارو غزل نہیں

اب اس کے بعد عہد کی تاریک رات ہے

یہ اختتام شام ہے صبح ازل نہیں

اے دوست عشق منصب فہم و شعور ہے

یہ ارتقا ہے ذہن کا کوئی خلل نہیں

اک عمر رتجگوں کی اذیت میں کاٹ دی

اب میرے خواب نیند کا رد عمل نہیں

کیا کیا عطائے نعمت رب کریم ہے

لیکن سمیرؔ درد کا نعم البدل نہیں

نعیم سمیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tawil-e-ahd-e-fan Hi To Wahshat Ka Hal Nahin

Naeem Sameer

tawil-e-ahd-e-fan hi to wahshat ka hal nahin
pesh-e-nazar junun hai yaro ghazal nahin

ab is ke baad ahd ki tarik raat hai
ye iKHtitam-e-sham hai subh-e-azal nahin

ai dost ishq mansab-e-fahm-o-shuur hai
ye irtiqa hai zehn ka koi KHalal nahin

ek umr ratjagon ki aziyyat mein kaT di
ab mere KHwab nind ka radd-e-amal nahin

kya kya ata-e-neamat-e-rabb-e-karim hai
lekin 'samir' dard ka nemul-badal nahin

(401) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tawil-e-ahd-e-fan Hi To Wahshat Ka Hal Nahin written by Naeem Sameer at UrduPoint. Tawil-e-ahd-e-fan Hi To Wahshat Ka Hal Nahin is one of the masterpieces written by Naeem Sameer. You can also find the complete poetry collection of Naeem Sameer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naeem Sameer' above.

Tawil-e-ahd-e-fan Hi To Wahshat Ka Hal Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tawil-e-ahd-e-fan Hi To Wahshat Ka Hal Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.