Mujh Mein Meri Zat Bhi Rakkhi Hui Hai Dost, Urdu Ghazal By Naeem Sarmad

Mujh Mein Meri Zat Bhi Rakkhi Hui Hai Dost is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naeem Sarmad. Mujh Mein Meri Zat Bhi Rakkhi Hui Hai Dost comes under the Sad, Friendship category of Urdu Ghazal. You can read Mujh Mein Meri Zat Bhi Rakkhi Hui Hai Dost on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ میں میری ذات بھی رکھی ہوئی ہے دوست

نعیم سرمد

مجھ میں میری ذات بھی رکھی ہوئی ہے دوست

چھوڑ یہ بات تو اور بھی الجھی ہوئی ہے دوست

ہم لوگوں کو پانی اچھا لگتا ہے

ہم لوگوں نے مٹی پہنی ہوئی ہے دوست

کتنا سج دھج کر محفل میں آیا ہوں

میری وحشت گھر پر رکھی ہوئی ہے دوست

اس تصویر کا لہجہ دیکھ رہا ہے تو

یہ تصویر بھی مجھ سے روٹھی ہوئی دوست

وہ لڑکی جو سب سے زیادہ ہنس رہی ہے

اس کی آنکھیں دیکھ وہ روئی ہوئی ہے دوست

جس بکسے میں تیرے سوٹ رکھے ہیں نا

اس میں میری جینس بھی رکھی ہوئی ہے دوست

نعیم سرمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujh Mein Meri Zat Bhi Rakkhi Hui Hai Dost

Naeem Sarmad

mujh mein meri zat bhi rakkhi hui hai dost
chhoD ye baat to aur bhi uljhi hui hai dost

hum logon ko pani achchha lagta hai
hum logon ne miTTi pahni hui hai dost

kitna saj-dhaj kar mahfil mein aaya hun
meri wahshat ghar par rakkhi hui hai dost

is taswir ka lahja dekh raha hai tu
ye taswir bhi mujh se ruThi hui dost

wo laDki jo sab se ziyaada hans rahi hai
us ki aankhen dekh wo roi hui hai dost

jis bakse mein tere suiT rakhe hain na
us mein meri jeans bhi rakkhi hui hai dost

(969) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujh Mein Meri Zat Bhi Rakkhi Hui Hai Dost written by Naeem Sarmad at UrduPoint. Mujh Mein Meri Zat Bhi Rakkhi Hui Hai Dost is one of the masterpieces written by Naeem Sarmad. You can also find the complete poetry collection of Naeem Sarmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naeem Sarmad' above.

Mujh Mein Meri Zat Bhi Rakkhi Hui Hai Dost is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujh Mein Meri Zat Bhi Rakkhi Hui Hai Dost, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.