Khaar To Phir Bhi Khaar Hote Hain, Urdu Ghazal By Nami Nadri

Khaar To Phir Bhi Khaar Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nami Nadri. Khaar To Phir Bhi Khaar Hote Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Khaar To Phir Bhi Khaar Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خار تو پھر بھی خار ہوتے ہیں

نامی نادری

خار تو پھر بھی خار ہوتے ہیں

گل بھی بے اعتبار ہوتے ہیں

غم سے جو ہمکنار ہوتے ہیں

بس وہی غم گسار ہوتے ہیں

جن کے پیچھے نہ کوئی مطلب ہو

رشتے وہ خوش گوار ہوتے ہیں

دھوکا کھاتے ہیں بس وہی اکثر

جو بہت ہوشیار ہوتے ہیں

حاسدوں کے کرم ہی کافی تھی

دوست کیوں برق بار ہوتے ہیں

جن کی گھٹی ہی میں ہو بے شرمی

وہ کہیں شرمسار ہوتے ہیں

ایسے پھولوں کا کیا کریں نامیؔ

جن کے پہلو میں خار ہوتے ہیں

نامی نادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Khaar To Phir Bhi Khaar Hote Hain

Nami Nadri

KHar to phir bhi KHar hote hain
gul bhi be-e'tibar hote hain

gham se jo ham-kanar hote hain
bas wahi gham-gusar hote hain

jin ke pichhe na koi matlab ho
rishte wo KHush-gawar hote hain

dhoka khate hain bas wahi aksar
jo bahut hoshiyar hote hain

hasidon ke karam hi kafi thi
dost kyon barq-bar hote hain

jin ki ghuTTi hi mein ho be-sharmi
wo kahin sharmsar hote hain

aise phulon ka kya karen 'nami'
jin ke pahlu mein KHar hote hain

(603) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Khaar To Phir Bhi Khaar Hote Hain written by Nami Nadri at UrduPoint. Khaar To Phir Bhi Khaar Hote Hain is one of the masterpieces written by Nami Nadri. You can also find the complete poetry collection of Nami Nadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nami Nadri' above.

Khaar To Phir Bhi Khaar Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Khaar To Phir Bhi Khaar Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.