Zindagi Maut Ki Panah Mein Hai, Urdu Ghazal By Naqqash Ali Balooch

Zindagi Maut Ki Panah Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naqqash Ali Balooch. Zindagi Maut Ki Panah Mein Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Maut Ki Panah Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی موت کی پناہ میں ہے

نقاش علی بلوچ

زندگی موت کی پناہ میں ہے

یہ حقیقت مری نگاہ میں ہے

زندگی غم کا استعارہ ہے

درد جیون کے سال و ماہ میں ہے

موت کے بعد پھر سے جینا ہے

جانے کیا کیا دل الٰہ میں ہے

کوئی مجنوں کی آنکھ سے دیکھے

کس قدر نور رو سیاہ میں ہے

اتنی رفتار روشنی کی نہیں

جتنی سرعت کسی کی آہ میں ہے

ملک کنعان غرق ظلمت ہے

ماہ کنعان اب بھی چاہ میں ہے

بن لڑے جنگ ہارنے والے

تیرا دشمن تری سپاہ میں ہے

قبر نقاشؔ ڈھونڈنے والو

میری مٹی خدا کی راہ میں ہے

نقاش علی بلوچ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Maut Ki Panah Mein Hai

Naqqash Ali Balooch

zindagi maut ki panah mein hai
ye haqiqat meri nigah mein hai

zindagi gham ka istiara hai
dard jiwan ke sal-o-mah mein hai

maut ke baad phir se jina hai
jaane kya kya dil-e-ilah mein hai

koi majnun ki aankh se dekhe
kis qadar nur ru-siyah mein hai

itni raftar raushni ki nahin
jitni surat kisi ki aah mein hai

mulk-e-kanan gharq-e-zulmat hai
mah-e-kanan ab bhi chah mein hai

bin laDe jang haarne wale
tera dushman teri sipah mein hai

qabr-e-'naqqash' DhunDne walo
meri miTTi KHuda ki rah mein hai

(387) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Maut Ki Panah Mein Hai written by Naqqash Ali Balooch at UrduPoint. Zindagi Maut Ki Panah Mein Hai is one of the masterpieces written by Naqqash Ali Balooch. You can also find the complete poetry collection of Naqqash Ali Balooch by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naqqash Ali Balooch' above.

Zindagi Maut Ki Panah Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Maut Ki Panah Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.