Jab Dard Mohabbat Ka Mere Pas Nahin Tha, Urdu Ghazal By Naqsh Layalpuri

Jab Dard Mohabbat Ka Mere Pas Nahin Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naqsh Layalpuri. Jab Dard Mohabbat Ka Mere Pas Nahin Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Dard Mohabbat Ka Mere Pas Nahin Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب درد محبت کا مرے پاس نہیں تھا

نقش لائل پوری

جب درد محبت کا مرے پاس نہیں تھا

میں کون ہوں کیا ہوں مجھے احساس نہیں تھا

ٹوٹا مرا ہر خواب ہوا جب سے جدا وہ

اتنا تو کبھی دل مرا بے آس نہیں تھا

آیا جو مرے پاس مرے ہونٹ بھگونے

وہ ریت کا دریا تھا مری پیاس نہیں تھا

بیٹھا ہوں میں تنہائی کو سینہ سے لگا کے

اس حال میں جینا تو مجھے راس نہیں تھا

کب جان سکا درد مرا دیکھنے والا

چہرہ مرے حالات کا عکاس نہیں تھا

کیوں زہر بنا اس کا تبسم میرے حق میں

اے نقشؔ وہ اک دوست تھا الماس نہیں تھا

نقش لائل پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Dard Mohabbat Ka Mere Pas Nahin Tha

Naqsh Layalpuri

jab dard mohabbat ka mere pas nahin tha
main kaun hun kya hun mujhe ehsas nahin tha

TuTa mera har KHwab hua jab se juda wo
itna to kabhi dil mera be-as nahin tha

aaya jo mere pas mere honT bhigone
wo ret ka dariya tha meri pyas nahin tha

baiTha hun main tanhai ko sine se laga ke
is haal mein jina to mujhe ras nahin tha

kab jaan saka dard mera dekhne wala
chehra mere haalat ka akkas nahin tha

kyun zahr bana us ka tabassum mere haq mein
ai 'naqsh' wo ek dost tha almas nahin tha

(489) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jab Dard Mohabbat Ka Mere Pas Nahin Tha written by Naqsh Layalpuri at UrduPoint. Jab Dard Mohabbat Ka Mere Pas Nahin Tha is one of the masterpieces written by Naqsh Layalpuri. You can also find the complete poetry collection of Naqsh Layalpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naqsh Layalpuri' above.

Jab Dard Mohabbat Ka Mere Pas Nahin Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Dard Mohabbat Ka Mere Pas Nahin Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.