Sach Ki Sada Jab Aati Hai, Urdu Ghazal By Naseem Nazish

Sach Ki Sada Jab Aati Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Nazish. Sach Ki Sada Jab Aati Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sach Ki Sada Jab Aati Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سچ کی صدا جب آتی ہے

نسیم نازش

سچ کی صدا جب آتی ہے

خاموشی چھا جاتی ہے

ڈوبنے لگتی ہے ناؤ

ندیا شور مچاتی ہے

اس کی یاد کی پروائی

کتنے پھول کھلاتی ہے

عشق کی یہ آزاد روی

زنجیریں پہناتی ہے

آج بھی تیری دیوانی

تیری ہی کہلاتی ہے

ہولے سے چلتی ہے نسیم

یاد کسی کی آتی ہے

شام کے گیسو کھلتے ہی

تنہائی بڑھ جاتی ہے

ملنا روز نہیں اچھا

عادت سی پڑ جاتی ہے

رفتہ رفتہ نازشؔ عمر

افسانہ بن جاتی ہے

نسیم نازش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sach Ki Sada Jab Aati Hai

Naseem Nazish

sach ki sada jab aati hai
KHamoshi chha jati hai

Dubne lagti hai nao
nadiya shor machati hai

us ki yaad ki purwai
kitne phul khilati hai

ishq ki ye aazad-rawi
zanjiren pahnati hai

aaj bhi teri diwani
teri hi kahlati hai

haule se chalti hai nasim
yaad kisi ki aati hai

sham ke gesu khulte hi
tanhai baDh jati hai

milna roz nahin achchha
aadat si paD jati hai

rafta-rafta 'nazish' umr
afsana ban jati hai

(526) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sach Ki Sada Jab Aati Hai written by Naseem Nazish at UrduPoint. Sach Ki Sada Jab Aati Hai is one of the masterpieces written by Naseem Nazish. You can also find the complete poetry collection of Naseem Nazish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Nazish' above.

Sach Ki Sada Jab Aati Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sach Ki Sada Jab Aati Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.