Gham Ko Apne KHushi Banata Hun, Urdu Ghazal By Nashtar Qaimganjvi

Gham Ko Apne KHushi Banata Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nashtar Qaimganjvi. Gham Ko Apne KHushi Banata Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Ko Apne KHushi Banata Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم کو اپنے خوشی بناتا ہوں

نشتر قائم گنجوی

غم کو اپنے خوشی بناتا ہوں

اشک پی پی کے مسکراتا ہوں

جس طرف میں نظر اٹھاتا ہوں

اس طرف تم ہی تم کو پاتا ہوں

دل میں خاکوں پہ نا مرادی کے

آس کا رنگ میں جماتا ہوں

اپنی تقدیر کے ستارے کو

اپنے سجدوں سے جگمگاتا ہوں

تم بھی اب یہ کرو نہ یاد آؤ

میں تمہیں دل سے اب بھلاتا ہوں

میں ہر اک ساز غم پہ اے نشترؔ

ان کی الفت کے گیت گاتا ہوں

نشتر قائم گنجوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Ko Apne KHushi Banata Hun

Nashtar Qaimganjvi

gham ko apne KHushi banata hun
ashk pi pi ke muskuraata hun

jis taraf main nazar uThata hun
us taraf tum hi tum ko pata hun

dil mein KHakon pe na-muradi ke
aas ka rang main jamata hun

apni taqdir ke sitare ko
apne sajdon se jagmagata hun

tum bhi ab ye karo na yaad aao
main tumhein dil se ab bhulata hun

main har ek saz-e-gham pe ai 'nashtar'
un ki ulfat ke git gata hun

(523) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Ko Apne KHushi Banata Hun written by Nashtar Qaimganjvi at UrduPoint. Gham Ko Apne KHushi Banata Hun is one of the masterpieces written by Nashtar Qaimganjvi. You can also find the complete poetry collection of Nashtar Qaimganjvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nashtar Qaimganjvi' above.

Gham Ko Apne KHushi Banata Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Ko Apne KHushi Banata Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.