Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha, Urdu Ghazal By Natiq Gulavthi

Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Gulavthi. Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ظاہر نہ تھا نہیں سہی لیکن ظہور تھا

ناطق گلاوٹھی

ظاہر نہ تھا نہیں سہی لیکن ظہور تھا

کچھ کیوں نہ تھا جہان میں کچھ تو ضرور تھا

مے کو مرے سرور سے حاصل سرور تھا

میں تھا نشہ میں چور نشہ مجھ میں چور تھا

کم مایہ فرد جرم ہے کیا کہئے اے کریم

ہم سے کمی ہوئی یہ ہمارا قصور تھا

لے جا رہے ہیں دوست مجھے آ رہا ہے دوست

کیا موت کو بھی آج ہی مرنا ضرور تھا

ملک سخن ہر اہل سخن کو ہوا نصیب

ناطقؔ مرے نصیب میں یہ ناگپور تھا

ناطق گلاوٹھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha

Natiq Gulavthi

zahir na tha nahin sahi lekin zuhur tha
kuchh kyun na tha jahan mein kuchh to zarur tha

mai ko mere surur se hasil surur tha
main tha nashe mein chur nasha mujh mein chur tha

kam-maya fard-e-jurm hai kya kahiye ai karim
hum se kami hui ye hamara qusur tha

le ja rahe hain dost mujhe aa raha hai dost
kya maut ko bhi aaj hi marna zarur tha

mulk-e-suKHan har ahl-e-suKHan ko hua nasib
'natiq' mere nasib mein ye nagpur tha

(393) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha written by Natiq Gulavthi at UrduPoint. Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha is one of the masterpieces written by Natiq Gulavthi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Gulavthi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Gulavthi' above.

Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.