Ai Shamma Tujh Pe Raat Ye Bhaari Hai Jis Tarah, Urdu Ghazal By Natiq Lakhnavi

Ai Shamma Tujh Pe Raat Ye Bhaari Hai Jis Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Lakhnavi. Ai Shamma Tujh Pe Raat Ye Bhaari Hai Jis Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ai Shamma Tujh Pe Raat Ye Bhaari Hai Jis Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اے شمع تجھ پہ رات یہ بھاری ہے جس طرح

ناطق لکھنوی

اے شمع تجھ پہ رات یہ بھاری ہے جس طرح

میں نے تمام عمر گزاری ہے اس طرح

دل کے سوا کوئی نہ تھا سرمایہ اشک کا

حیراں ہوں کام آنکھوں کا جاری ہے کس طرح

عنصر ہے خیر و شر کا ہر اک شے میں یوں نہاں

ہر شمع بزم نوری و ناری ہے جس طرح

بس یوں سمجھ لو مجھ کو امید سحر نہ تھی

کیا پوچھتے ہو رات گزاری ہے کس طرح

اس نقش مستقل پہ ہے شرمندہ آئینہ

تصویر ان کی دل پہ اتاری ہے اس طرح

ناطقؔ جلال میں بھی اثر اس قدر نہیں

رعب جمال قلب پہ طاری ہے جس طرح

ناطق لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ai Shamma Tujh Pe Raat Ye Bhaari Hai Jis Tarah

Natiq Lakhnavi

ai shamma tujh pe raat ye bhaari hai jis tarah
main ne tamam umr guzari hai is tarah

dil ke siwa koi na tha sarmaya ashk ka
hairan hun kaam aankhon ka jari hai kis tarah

unsur hai KHair o shar ka har ek shai mein yun nihan
har shamma-e-bazm nuri o nari hai jis tarah

bas yun samajh lo mujh ko ummid-e-sahar na thi
kya puchhte ho raat guzari hai kis tarah

us naqsh-e-mustaqil pe hai sharminda aaina
taswir un ki dil pe utari hai is tarah

'natiq' jalal mein bhi asar is qadar nahin
rob-e-jamal qalb pe tari hai jis tarah

(553) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ai Shamma Tujh Pe Raat Ye Bhaari Hai Jis Tarah written by Natiq Lakhnavi at UrduPoint. Ai Shamma Tujh Pe Raat Ye Bhaari Hai Jis Tarah is one of the masterpieces written by Natiq Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Lakhnavi' above.

Ai Shamma Tujh Pe Raat Ye Bhaari Hai Jis Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ai Shamma Tujh Pe Raat Ye Bhaari Hai Jis Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.