Jo Mere Dil Mein Sahw Teri Yaad Se Hua, Urdu Ghazal By Natiq Lakhnavi

Jo Mere Dil Mein Sahw Teri Yaad Se Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Lakhnavi. Jo Mere Dil Mein Sahw Teri Yaad Se Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Mere Dil Mein Sahw Teri Yaad Se Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو میرے دل میں سہو تری یاد سے ہوا

ناطق لکھنوی

جو میرے دل میں سہو تری یاد سے ہوا

نام اس کا محو عالم ایجاد سے ہوا

برباد خاک دل ہے تو احسان حسن کیا

میں سر بلند عشق کی افتاد سے ہوا

ایسے بھی ہیں کہ جن کو رہائی کی فکر ہے

شرمندہ میں تو زحمت صیاد سے ہوا

ناقوس اور اذاں کی بنا عشق سے پڑی

فریاد کا چلن مری فریاد سے ہوا

عشق و ہوس نے مل کے بنائی ہے بزم حسن

یہ اتحاد مجمع اضداد سے ہوا

دنیائے بے ثبات کا قصہ تھا مختصر

طول اتنا میری قید کی میعاد سے ہوا

ناطق لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Mere Dil Mein Sahw Teri Yaad Se Hua

Natiq Lakhnavi

jo mere dil mein sahw teri yaad se hua
nam us ka mahw aalam-e-ijad se hua

barbaad KHak-e-dil hai to ehsan-e-husn kya
main sar-buland ishq ki uftad se hua

aise bhi hain ki jin ko rihai ki fikr hai
sharminda main to zahmat-e-sayyaad se hua

naqus aur azan ki bina ishq se paDi
fariyaad ka chalan meri fariyaad se hua

ishq-o-hawas ne mil ke banai hai bazm-e-husn
ye ittihad majma-e-azdad se hua

duniya-e-be-sabaat ka qissa tha muKHtasar
tul itna meri qaid ki miad se hua

(465) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Mere Dil Mein Sahw Teri Yaad Se Hua written by Natiq Lakhnavi at UrduPoint. Jo Mere Dil Mein Sahw Teri Yaad Se Hua is one of the masterpieces written by Natiq Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Lakhnavi' above.

Jo Mere Dil Mein Sahw Teri Yaad Se Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Mere Dil Mein Sahw Teri Yaad Se Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.