Main Jo Ye Aashiyan Banata Hun, Urdu Ghazal By Natiq Lakhnavi

Main Jo Ye Aashiyan Banata Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Lakhnavi. Main Jo Ye Aashiyan Banata Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Jo Ye Aashiyan Banata Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں جو یہ آشیاں بناتا ہوں

ناطق لکھنوی

میں جو یہ آشیاں بناتا ہوں

برق کو میہماں بناتا ہوں

عشق کی شرح آج تک نہ ہوئی

روز اک داستاں بناتا ہوں

کوئی مرکز تو ہو بلاؤں کا

اس لئے آشیاں بناتا ہوں

تا وہ ہو بے خودی میں جلوہ نما

لا مکاں کو مکاں بناتا ہوں

مشق شعر و سخن سے میں ناطقؔ

ان کے قابل زباں بناتا ہوں

ناطق لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Jo Ye Aashiyan Banata Hun

Natiq Lakhnavi

main jo ye aashiyan banata hun
barq ko mehman banata hun

ishq ki sharh aaj tak na hui
roz ek dastan banata hun

koi markaz to ho balaon ka
is liye aashiyan banata hun

ta wo ho be-KHudi mein jalwa-numa
la-makan ko makan banata hun

mashq-e-sher-o-suKHan se main 'natiq'
un ke qabil zaban banata hun

(545) ووٹ وصول ہوئے

You can read Main Jo Ye Aashiyan Banata Hun written by Natiq Lakhnavi at UrduPoint. Main Jo Ye Aashiyan Banata Hun is one of the masterpieces written by Natiq Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Lakhnavi' above.

Main Jo Ye Aashiyan Banata Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Jo Ye Aashiyan Banata Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.