Farogh-e-mehr Se Rindon Ka AaKHir Kaam Kya Hoga, Urdu Ghazal By Natiq Lakhnavi

Farogh-e-mehr Se Rindon Ka AaKHir Kaam Kya Hoga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Lakhnavi. Farogh-e-mehr Se Rindon Ka AaKHir Kaam Kya Hoga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Farogh-e-mehr Se Rindon Ka AaKHir Kaam Kya Hoga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فروغ مہر سے رندوں کا آخر کام کیا ہوگا

ناطق لکھنوی

فروغ مہر سے رندوں کا آخر کام کیا ہوگا

زمیں پر دور چلتا ہے فلک پر جام کیا ہوگا

یہ میں جانوں کہ میں نے کیوں کیا آغاز الفت کا

یہ وہ جانیں کہ اس آغاز کا انجام کیا ہوگا

ترا ترک ستم تمہید ہے ترک تعلق کی

مجھے اس دل شکن آرام سے آرام کیا ہوگا

پریشاں میں نہیں لیکن جفا پر تم پشیماں ہو

وفا پر میری اس سے بڑھ کے اور الزام کیا ہوگا

شرابی ہے وہی رگ رگ میں جس کی قدرتی مے ہو

نہ ہو کیف آفریں جو دل وہ مے آشام کیا ہوگا

خوشی ہوگی دوامی غم زدوں کو جب کبھی ہوگی

جسے ہر وقت ہو آرام اسے آرام کیا ہوگا

گماں تھا نیک مجھ پر نیک لوگوں کا سو اب تک ہے

مگر اب میں کہاں ناطقؔ مجھے الہام کیا ہوگا

ناطق لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Farogh-e-mehr Se Rindon Ka AaKHir Kaam Kya Hoga

Natiq Lakhnavi

farogh-e-mehr se rindon ka aaKHir kaam kya hoga
zamin par daur chalta hai falak par jam kya hoga

ye main jaanun ki main ne kyun kiya aaghaz ulfat ka
ye wo jaanen ki is aaghaz ka anjam kya hoga

tera tark-e-sitam tamhid hai tark-e-talluq ki
mujhe is dil-shikan-aram se aaram kya hoga

pareshan main nahin lekin jafa par tum pasheman ho
wafa par meri is se baDh ke aur ilzam kya hoga

sharabi hai wahi rag rag mein jis ki qudrati mai ho
na ho kaif-afrin jo dil wo mai-asham kya hoga

KHushi hogi dawami gham-zadon ko jab kabhi hogi
jise har-waqt ho aaram use aaram kya hoga

guman tha nek mujh par nek logon ka so ab tak hai
magar ab main kahan 'natiq' mujhe ilham kya hoga

(479) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Farogh-e-mehr Se Rindon Ka AaKHir Kaam Kya Hoga written by Natiq Lakhnavi at UrduPoint. Farogh-e-mehr Se Rindon Ka AaKHir Kaam Kya Hoga is one of the masterpieces written by Natiq Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Lakhnavi' above.

Farogh-e-mehr Se Rindon Ka AaKHir Kaam Kya Hoga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Farogh-e-mehr Se Rindon Ka AaKHir Kaam Kya Hoga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.