Dil Ke Be-tartib Virane Ko Ghar Usne Kiya, Urdu Ghazal By Naushaba Nargis

Dil Ke Be-tartib Virane Ko Ghar Usne Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naushaba Nargis. Dil Ke Be-tartib Virane Ko Ghar Usne Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ke Be-tartib Virane Ko Ghar Usne Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کے بے ترتیب ویرانے کو گھر اس نے کیا

نوشابہ نرگس

دل کے بے ترتیب ویرانے کو گھر اس نے کیا

پھر نظام زندگی زیر و زبر اس نے کیا

آس کے روشن دیے رکھ کر فصیل شام پر

رات کے اندھے سفر کو بے خطر اس نے کیا

ایک اس کے دم سے ہر موسم ہوا رشک بہار

ایک شاخ آرزو کو بے ثمر اس نے کیا

ان کہے لفظوں کو بخشا اک نیا طرز کلام

ان بہے اشکوں کو پھر لعل و گہر اس نے کیا

بے قراری تھی جسے سننے سنانے کے لئے

حرف شوق بے کراں کو مختصر اس نے کیا

خواب میں ملنا تو گویا روز کا معمول تھا

اس انوکھے کھیل کو یوں معتبر اس نے کیا

عمر بھر جس کو نگاہیں ڈھونڈھتی پھرتی رہیں

عمر بھر میرے خیالوں میں بسر اس نے کیا

کر رہا تھا وہ بھی تارے توڑ کر لانے کی بات

بے سبب لمحوں کا جادو بے اثر اس نے کیا

کہکشاں پھرتی رہی گلیوں میں کس کو ڈھونڈھتی

لوگ کہتے ہیں مرے گھر تک سفر اس نے کیا

نوشابہ نرگس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ke Be-tartib Virane Ko Ghar Usne Kiya

Naushaba Nargis

dil ke be-tartib virane ko ghar us ne kiya
phir nizam-e-zindagi zer-o-zabar us ne kiya

aas ke raushan diye rakh kar fasil-e-sham par
raat ke andhe safar ko be-KHatar us ne kiya

ek us ke dam se har mausam hua rashk-e-bahaar
ek shaKH-e-arzu ko be-samar us ne kiya

an-kahe lafzon ko baKHsha ek naya tarz-e-kalam
an-bahe ashkon ko phir lal-o-gohar us ne kiya

be-qarari thi jise sunne-sunane ke liye
harf-e-shauq-e-be-karan ko muKHtasar us ne kiya

KHwab mein milna to goya roz ka mamul tha
is anokhe khel ko yun mo'atabar us ne kiya

umr-bhar jis ko nigahen DhunDhti phirti rahen
umr-bhar mere KHayalon mein basar us ne kiya

kar raha tha wo bhi tare toD kar lane ki baat
be-sabab lamhon ka jadu be-asar us ne kiya

kahkashan phirti rahi galiyon mein kis ko DhunDhti
log kahte hain mere ghar tak safar us ne kiya

(489) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ke Be-tartib Virane Ko Ghar Usne Kiya written by Naushaba Nargis at UrduPoint. Dil Ke Be-tartib Virane Ko Ghar Usne Kiya is one of the masterpieces written by Naushaba Nargis. You can also find the complete poetry collection of Naushaba Nargis by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naushaba Nargis' above.

Dil Ke Be-tartib Virane Ko Ghar Usne Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ke Be-tartib Virane Ko Ghar Usne Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.