Tumhaare Aariz-o-lab Ki Misal Ban Ke Rahe, Urdu Ghazal By Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni

Tumhaare Aariz-o-lab Ki Misal Ban Ke Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni. Tumhaare Aariz-o-lab Ki Misal Ban Ke Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tumhaare Aariz-o-lab Ki Misal Ban Ke Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تمہارے عارض و لب کی مثال بن کے رہے

نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

تمہارے عارض و لب کی مثال بن کے رہے

ہوس ہے گل کو کہ صاحب جمال بن کے رہے

خدا ہی جانے محبت بھی کیا قیامت ہے

سمائے دل میں تو جی کا وبال بن کے رہے

یہ آرزو ہے تم اب سامنے بھی آ جاؤ

بہت دنوں مرے دل میں خیال بن کے رہے

تمام عمر کٹی ہے اسی تمنا میں

کہ کوئی لمحۂ خوش ماہ و سال بن کے رہے

میرا نصیب کہ جب چین کی گھڑی آئے

نگاہ دوست بھی عین الکمال بن کے رہے

وہی ہے بات جو سب کے گلے اتر جائے

وہی سخن ہے جو سحر ہلال بن کے رہے

بڑا غریب نواز اور کارساز ہے تو

ہماری بگڑی بھی اے ذوالجلال بن کے رہے

نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tumhaare Aariz-o-lab Ki Misal Ban Ke Rahe

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni

tumhaare aariz-o-lab ki misal ban ke rahe
hawas hai gul ko ki sahib-jamal ban ke rahe

KHuda hi jaane mohabbat bhi kya qayamat hai
samae dil mein to ji ka wabaal ban ke rahe

ye aarzu hai tum ab samne bhi aa jao
bahut dinon mere dil mein KHayal ban ke rahe

tamam umr kaTi hai isi tamanna mein
ki koi lamha-e-KHush mah-o-sal ban ke rahe

mera nasib ki jab chain ki ghaDi aae
nigah-e-dost bhi 'ain-ul-kamal ban ke rahe

wahi hai baat jo sab ke gale utar jae
wahi suKHan hai jo sahr-e-hilal ban ke rahe

baDa gharib-nawaz aur karsaz hai tu
hamari bigDi bhi ai zul-jalal ban ke rahe

(549) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Poetry

کبھی میرا کبھی تیرا رہا ہے

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Kabhi Mera Kabhi Tera Raha Hai

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

غم عشق میں نہیں جو کسی نام تک نہ پہنچے

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Gham-e-ishq Mein Nahin Jo Kisi Nam Tak Na Pahunche

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

عقل اک موج رواں میرے خیالات میں ہے

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Aql Ek Mauj-e-rawan Mere Khayalat Mein Hai

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

رکھتا ہوں دل کو میں غم کون و مکاں سے دور

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Rakhta Hun Dil Ko Main Gham-e-kaun-o-makan Se Dur

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

تمہارے عارض و لب کی مثال بن کے رہے

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Tumhaare Aariz-o-lab Ki Misal Ban Ke Rahe

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

دل شوریدہ سر ہے اور میں ہوں

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Dil-e-shorida-sar Hai Aur Main Hun

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

نہ پوچھو ساغر و مے اور مے خانوں پہ کیا گزری

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Na Puchho Saghar-o-mai Aur Mai-khanon Pe Kya Guzri

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

خوگر عیش و مسرت دل خود کام نہیں

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Khugar-e-aish-o-masarrat Dil-e-khud-kaam Nahin

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

You can read Tumhaare Aariz-o-lab Ki Misal Ban Ke Rahe written by Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni at UrduPoint. Tumhaare Aariz-o-lab Ki Misal Ban Ke Rahe is one of the masterpieces written by Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni. You can also find the complete poetry collection of Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni' above.

Tumhaare Aariz-o-lab Ki Misal Ban Ke Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tumhaare Aariz-o-lab Ki Misal Ban Ke Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.