Gham-e-ishq Mein Nahin Jo Kisi Nam Tak Na Pahunche, Urdu Ghazal By Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni

Gham-e-ishq Mein Nahin Jo Kisi Nam Tak Na Pahunche is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni. Gham-e-ishq Mein Nahin Jo Kisi Nam Tak Na Pahunche comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham-e-ishq Mein Nahin Jo Kisi Nam Tak Na Pahunche on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم عشق میں نہیں جو کسی نام تک نہ پہنچے

نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

غم عشق میں نہیں جو کسی نام تک نہ پہنچے

نہیں یاد نام وہ بھی جو سلام تک نہ پہنچے

وہ سلام ہی نہیں ہے جو پیام تک نہ پہنچے

وہ پیام ہی نہیں ہے جو کلام تک نہ پہنچے

وہ کلام ہی نہیں ہے جو تمام تک نہ پہنچے

وہ تمام ہی نہیں ہے جو دوام تک نہ پہنچے

وہ دوام ہی نہیں ہے جو مدام تک نہ پہنچے

وہ مدام ہی نہیں جو ترے نام تک نہ پہنچے

یہ خدا ہی جانے واعظ کہ ہوئی نماز پوری

رہے محو سجدہ یوں ہم کہ سلام تک نہ پہنچے

وہی دل ہے جو نہ چاہے سر بام حسن آئے

ہے وہی نظر جو اٹھ کر لب بام تک نہ پہنچے

تجھے سہل تھا یہ ساقی کوئی جام ہم تک آتا

ہمیں کچھ تو ہوگی مشکل ترے جام تک نہ پہنچے

وہ تمہاری راہ ٹھہری نہ لگے سراغ جس کا

یہ ہے راستہ ہمارا جو مقام تک نہ پہنچے

ترے نقش پا پہ چلنا نہ ہوا کبھی میسر

ہمیں اپنی کج روی سے پئے گام تک نہ پہنچے

یہ کمال بے خودی ہے کہ نتیجۂ خودی ہے

تجھے ڈھونڈتے رہے یوں کہ مقام تک نہ پہنچے

میں وہ رند ہوں کہ ساقی تری بخششوں کے چھینٹے

مرے ذوق و شوق درد تہ جام تک نہ پہنچے

یہی آشیاں قفس ہے ہمیں اس کی کیا خوشی ہے

کہ ہم اپنی بے پری سے کبھی دام تک نہ پہنچے

مرا نامۂ محبت نہ پڑھا انہوں نے پورا

مجھے رہ گئی یہ حسرت مرے نام تک نہ پہنچے

نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham-e-ishq Mein Nahin Jo Kisi Nam Tak Na Pahunche

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni

gham-e-ishq mein nahin jo kisi nam tak na pahunche
nahin yaad nam wo bhi jo salam tak na pahunche

wo salam hi nahin hai jo payam tak na pahunche
wo payam hi nahin hai jo kalam tak na pahunche

wo kalam hi nahin hai jo tamam tak na pahunche
wo tamam hi nahin hai jo dawam tak na pahunche

wo dawam hi nahin hai jo mudam tak na pahunche
wo mudam hi nahin jo tere nam tak na pahunche

ye KHuda hi jaane waiz ki hui namaz puri
rahe mahw-e-sajda yun hum ki salam tak na pahunche

wahi dil hai jo na chahe sar-e-baam husn aae
hai wahi nazar jo uTh kar lab-e-baam tak na pahunche

tujhe sahl tha ye saqi koi jam hum tak aata
hamein kuchh to hogi mushkil tere jam tak na pahunche

wo tumhaari rah Thahri na lage suragh jis ka
ye hai rasta hamara jo maqam tak na pahunche

tere naqsh-e-pa pe chalna na hua kabhi mayassar
hamin apni kaj-rawi se pa-e-gam tak na pahunche

ye kamal-e-be-KHudi hai ki natija-e-KHudi hai
tujhe DhunDte rahe yun ki maqam tak na pahunche

main wo rind hun ki saqi teri baKHshishon ke chhinTe
mere zauq-o-shauq-e-durd-e-tah-e-jam tak na pahunche

yahi aashiyan qafas hai hamein is ki kya KHushi hai
ki hum apni be-pari se kabhi dam tak na pahunche

mera nama-e-mohabbat na paDha unhon ne pura
mujhe rah gai ye hasrat mere nam tak na pahunche

(504) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Poetry

عقل اک موج رواں میرے خیالات میں ہے

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Aql Ek Mauj-e-rawan Mere Khayalat Mein Hai

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

خوگر عیش و مسرت دل خود کام نہیں

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Khugar-e-aish-o-masarrat Dil-e-khud-kaam Nahin

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

تمہارے عارض و لب کی مثال بن کے رہے

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Tumhaare Aariz-o-lab Ki Misal Ban Ke Rahe

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

نہ پوچھو ساغر و مے اور مے خانوں پہ کیا گزری

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Na Puchho Saghar-o-mai Aur Mai-khanon Pe Kya Guzri

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

کبھی میرا کبھی تیرا رہا ہے

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Kabhi Mera Kabhi Tera Raha Hai

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

رکھتا ہوں دل کو میں غم کون و مکاں سے دور

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Rakhta Hun Dil Ko Main Gham-e-kaun-o-makan Se Dur

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

غم عشق میں نہیں جو کسی نام تک نہ پہنچے

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Gham-e-ishq Mein Nahin Jo Kisi Nam Tak Na Pahunche

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

دل شوریدہ سر ہے اور میں ہوں

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Dil-e-shorida-sar Hai Aur Main Hun

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

You can read Gham-e-ishq Mein Nahin Jo Kisi Nam Tak Na Pahunche written by Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni at UrduPoint. Gham-e-ishq Mein Nahin Jo Kisi Nam Tak Na Pahunche is one of the masterpieces written by Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni. You can also find the complete poetry collection of Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni' above.

Gham-e-ishq Mein Nahin Jo Kisi Nam Tak Na Pahunche is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham-e-ishq Mein Nahin Jo Kisi Nam Tak Na Pahunche, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.