Wo Apne Ghar Ke Darichon Se Jhankta Kam Hai, Urdu Ghazal By Nawaz Deobandi

Wo Apne Ghar Ke Darichon Se Jhankta Kam Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nawaz Deobandi. Wo Apne Ghar Ke Darichon Se Jhankta Kam Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Apne Ghar Ke Darichon Se Jhankta Kam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ اپنے گھر کے دریچوں سے جھانکتا کم ہے

نواز دیوبندی

وہ اپنے گھر کے دریچوں سے جھانکتا کم ہے

تعلقات تو اب بھی ہیں رابطہ کم ہے

تم اس خموش طبیعت پہ طنز مت کرنا

وہ سوچتا ہے بہت اور بولتا کم ہے

بلا سبب ہی میاں تم اداس رہتے ہو

تمہارے گھر سے تو مسجد کا فاصلا کم ہے

فضول تیز ہواؤں کو دوش دیتا ہے

اسے چراغ جلانے کا حوصلہ کم ہے

میں اپنے بچوں کی خاطر ہی جان دے دیتا

مگر غریب کی جاں کا معاوضہ کم ہے

نواز دیوبندی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Apne Ghar Ke Darichon Se Jhankta Kam Hai

Nawaz Deobandi

wo apne ghar ke darichon se jhankta kam hai
talluqat to ab bhi hain rabta kam hai

tum is KHamosh tabiat pe tanz mat karna
wo sochta hai bahut aur bolta kam hai

bila sabab hi miyan tum udas rahte ho
tumhaare ghar se to masjid ka fasla kam hai

fuzul tez hawaon ko dosh deta hai
use charagh jalane ka hausla kam hai

main apne bachchon ki KHatir hi jaan de deta
magar gharib ki jaan ka muawza kam hai

(836) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Apne Ghar Ke Darichon Se Jhankta Kam Hai written by Nawaz Deobandi at UrduPoint. Wo Apne Ghar Ke Darichon Se Jhankta Kam Hai is one of the masterpieces written by Nawaz Deobandi. You can also find the complete poetry collection of Nawaz Deobandi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nawaz Deobandi' above.

Wo Apne Ghar Ke Darichon Se Jhankta Kam Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Apne Ghar Ke Darichon Se Jhankta Kam Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.