Meri Nazar Bas Meri Nazar Thi Magar Tumhaari Nazar Se Pahle, Urdu Ghazal By Nazakat Ullah Khan Faiz

Meri Nazar Bas Meri Nazar Thi Magar Tumhaari Nazar Se Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazakat Ullah Khan Faiz. Meri Nazar Bas Meri Nazar Thi Magar Tumhaari Nazar Se Pahle comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Nazar Bas Meri Nazar Thi Magar Tumhaari Nazar Se Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری نظر بس مری نظر تھی مگر تمہاری نظر سے پہلے

نزاکت اللہ خاں فیضی

مری نظر بس مری نظر تھی مگر تمہاری نظر سے پہلے

وجود سے اپنے بے خبر تھا مگر تمہاری خبر سے پہلے

یہ شب کی تاریکیاں بھی کب سے ترے ہی جلوے کی منتظر ہیں

مگر اے خورشید تاباں تیری ضیا ہو کیونکر سحر سے پہلے

رہے ہو پابند رسم کہنہ کے میکدے میں بھی تم وگرنہ

نگاہ ساقی میں تھا اشارہ بتاؤ دوں میں کدھر سے پہلے

ہجوم ہے میکشوں کا ساقی تری بھی دریا دلی کی خاطر

ہر ایک لب پر یہی صدا ہے ادھر سے پہلے ادھر سے پہلے

جہاں کو ہم نے لہو سے اپنے یہ بزم آرائیاں عطا کیں

کہاں تھی یہ روشنی بتاؤ ہمارے خون جگر سے پہلے

نگر ہوا جل کے خاک سارا کسے خبر ہے خیال کس کو

ہمیں پتہ ہے تو صرف اتنا لگی تھی آگ اپنے گھر سے پہلے

چلوں گا میں ساتھ کارواں کے مگر ذرا ٹھہر جاؤ فیضیؔ

کہاں لٹے گا یہ کارواں پھر یہ پوچھ لوں راہبر سے پہلے

نزاکت اللہ خاں فیضی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Nazar Bas Meri Nazar Thi Magar Tumhaari Nazar Se Pahle

Nazakat Ullah Khan Faiz

meri nazar bas meri nazar thi magar tumhaari nazar se pahle
wajud se apne be-KHabar tha magar tumhaari KHabar se pahle

ye shab ki tarikiyan bhi kab se tere hi jalwe ki muntazir hain
magar ai KHurshid-e-taban teri ziya ho kyunkar sahar se pahle

rahe ho paband rasm-e-kohna ke mai-kade mein bhi tum wagarna
nigah-e-saqi mein tha ishaara batao dun main kidhar se pahle

hujum hai mai-kashon ka saqi teri bhi dariya-dili ki KHatir
har ek lab par yahi sada hai idhar se pahle idhar se pahle

jahan ko hum ne lahu se apne ye bazm-araiyan ata kin
kahan thi ye raushni batao hamare KHun-e-jigar se pahle

nagar hua jal ke KHak sara kise KHabar hai KHayal kis ko
hamein pata hai to sirf itna lagi thi aag apne ghar se pahle

chalunga main sath karwan ke magar zara Thahr jao 'faizi'
kahan luTega ye karwan phir ye puchh lun rahbar se pahle

(314) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Nazar Bas Meri Nazar Thi Magar Tumhaari Nazar Se Pahle written by Nazakat Ullah Khan Faiz at UrduPoint. Meri Nazar Bas Meri Nazar Thi Magar Tumhaari Nazar Se Pahle is one of the masterpieces written by Nazakat Ullah Khan Faiz. You can also find the complete poetry collection of Nazakat Ullah Khan Faiz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazakat Ullah Khan Faiz' above.

Meri Nazar Bas Meri Nazar Thi Magar Tumhaari Nazar Se Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Nazar Bas Meri Nazar Thi Magar Tumhaari Nazar Se Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.