Be-zabani Zaban Hoti Hai, Urdu Ghazal By Nazar Barni

Be-zabani Zaban Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazar Barni. Be-zabani Zaban Hoti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-zabani Zaban Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے زبانی زبان ہوتی ہے

نظر برنی

بے زبانی زبان ہوتی ہے

عشق کی داستان ہوتی ہے

دل کو آیا ہے پھر کسی کا خیال

پھر تمنا جوان ہوتی ہے

کون پائے گا تاب نظارہ

ان کی ابرو کمان ہوتی ہے

کیا ہوا لب اگر نہیں ہلتے

آنکھ خود اک زبان ہوتی ہے

جس کو کہتے ہیں زندگی سب لوگ

حسرتوں کا جہاں ہوتی ہے

ان کا جلوہ ہوا ہے پیش نظر

جستجو کامران ہوتی ہے

نظر برنی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-zabani Zaban Hoti Hai

Nazar Barni

be-zabani zaban hoti hai
ishq ki dastan hoti hai

dil ko aaya hai phir kisi ka KHayal
phir tamanna jawan hoti hai

kaun paega tab-e-nazzara
un ki abru kaman hoti hai

kya hua lab agar nahin hilte
aankh KHud ek zaban hoti hai

jis ko kahte hain zindagi sab log
hasraton ka jahan hoti hai

un ka jalwa hua hai pesh-e-nazar
justuju kaamran hoti hai

(607) ووٹ وصول ہوئے

You can read Be-zabani Zaban Hoti Hai written by Nazar Barni at UrduPoint. Be-zabani Zaban Hoti Hai is one of the masterpieces written by Nazar Barni. You can also find the complete poetry collection of Nazar Barni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazar Barni' above.

Be-zabani Zaban Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-zabani Zaban Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.