Unhen Ye HaT Ki Hum Aaenge Ek Pahar Ke Liye, Urdu Ghazal By Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri

Unhen Ye HaT Ki Hum Aaenge Ek Pahar Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri. Unhen Ye HaT Ki Hum Aaenge Ek Pahar Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Unhen Ye HaT Ki Hum Aaenge Ek Pahar Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انہیں یہ ہٹ کہ ہم آئیں گے اک پہر کے لئے

نذیر محمد آرزو جے پوری

انہیں یہ ہٹ کہ ہم آئیں گے اک پہر کے لئے

مجھے یہ ضد کہ نہیں آؤ رات بھر کے لئے

سحر ہوئی تو وہی شام کی تمنا ہے

دعائیں شام سے مانگا کیے سحر کے لئے

اثر دعاؤں میں عشاق کی نہ ہو کیوں کر

اثر دعا کے لئے ہے دعا اثر کے لئے

تم اپنے گیسو او رخ سے ہی پوچھ لو میں نے

مرے فراق میں جو شام اور سحر کے لئے

ہمیں یہ نعمت عظمیٰ رسا نہ کیوں ملتی

خدا نے عشق کو پیدا کیا بشر کے لئے

نذیر محمد آرزو جے پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Unhen Ye HaT Ki Hum Aaenge Ek Pahar Ke Liye

Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri

unhen ye haT ki hum aaenge ek pahar ke liye
mujhe ye zid ki nahin aao raat bhar ke liye

sahar hui to wahi sham ki tamanna hai
duaen sham se manga kiye sahar ke liye

asar duaon mein ushshaq ki na ho kyunkar
asar dua ke liye hai dua asar ke liye

tum apne gesu o ruKH se hi puchh lo main ne
mare firaq mein jo sham aur sahar ke liye

hamein ye neamat-e-uzma-rasa na kyon milti
KHuda ne ishq ko paida kiya bashar ke liye

(416) ووٹ وصول ہوئے

More Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri Poetry

You can read Unhen Ye HaT Ki Hum Aaenge Ek Pahar Ke Liye written by Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri at UrduPoint. Unhen Ye HaT Ki Hum Aaenge Ek Pahar Ke Liye is one of the masterpieces written by Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri' above.

Unhen Ye HaT Ki Hum Aaenge Ek Pahar Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Unhen Ye HaT Ki Hum Aaenge Ek Pahar Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.