Main Hun Wo Rind Mere Jate Hi Mai-KHane Mein, Urdu Ghazal By Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri

Main Hun Wo Rind Mere Jate Hi Mai-KHane Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri. Main Hun Wo Rind Mere Jate Hi Mai-KHane Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Hun Wo Rind Mere Jate Hi Mai-KHane Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں ہوں وہ رند مرے جاتے ہی مے خانے میں

نذیر محمد آرزو جے پوری

میں ہوں وہ رند مرے جاتے ہی مے خانے میں

منہ صراحی بھی چھپانے لگی پیمانے میں

واہ کیا وحشت دل ہے کہ الٰہی توبہ

گھر میں رہتا ہوں مگر رہتا ہوں ویرانے میں

جن سے امید میں رکھتا ہوں ہزاروں افسوس

میرے گھر تک بھی تکلف ہے انہیں آنے میں

شیخ جی آج تو دستار فضیلت بھی نہیں

رہن کیا اس کو بھی رکھ آئے ہو مے خانے میں

درد سر کا ہے بہانہ تو کبھی مہندی کا

روز اک عذر ہے ان کو مرے گھر آنے میں

نذیر محمد آرزو جے پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Hun Wo Rind Mere Jate Hi Mai-KHane Mein

Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri

main hun wo rind mere jate hi mai-KHane mein
munh surahi bhi chhupane lagi paimane mein

wah kya wahshat-e-dil hai ki ilahi tauba
ghar mein rahta hun magar rahta hun virane mein

jin se ummid main rakhta hun hazaron afsos
mere ghar tak bhi takalluf hai unhen aane mein

shaiKH ji aaj to dastar-e-fazilat bhi nahin
rehn kya us ko bhi rakh aae ho mai-KHane mein

dard sar ka hai bahana to kabhi mehndi ka
roz ek uzr hai un ko mere ghar aane mein

(416) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Hun Wo Rind Mere Jate Hi Mai-KHane Mein written by Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri at UrduPoint. Main Hun Wo Rind Mere Jate Hi Mai-KHane Mein is one of the masterpieces written by Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri' above.

Main Hun Wo Rind Mere Jate Hi Mai-KHane Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Hun Wo Rind Mere Jate Hi Mai-KHane Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.