Gham Mera Gham Nahin Kahani Hai, Urdu Ghazal By Nazim Qamar

Gham Mera Gham Nahin Kahani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazim Qamar. Gham Mera Gham Nahin Kahani Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Mera Gham Nahin Kahani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم مرا غم نہیں کہانی ہے

ناظم قمر

غم مرا غم نہیں کہانی ہے

اور آنکھوں میں سرد پانی ہے

ذہن کے خوش نما جزیرے میں

سخت الجھن کی حکمرانی ہے

آس جینے پہ ہے بضد لیکن

وقت نے مارنے کی ٹھانی ہے

زخم کو پھول کس لئے نہ کہوں

میرے محبوب کی نشانی ہے

غم کا دریا ہے آج ہر لمحہ

اور میری حیات پانی ہے

میں اگر کامیاب ہوں ناظمؔ

ہم‌ نواؤں کی مہربانی ہے

ناظم قمر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Mera Gham Nahin Kahani Hai

Nazim Qamar

gham mera gham nahin kahani hai
aur aankhon mein sard pani hai

zehn ke KHushnuma jazire mein
saKHt uljhan ki hukmrani hai

aas jine pe hai ba-zid lekin
waqt ne marne ki Thani hai

zaKHm ko phul kis liye na kahun
mere mahbub ki nishani hai

gham ka dariya hai aaj har lamha
aur meri hayat pani hai

main agar kaamyab hun 'nazim'
ham-nawaon ki mehrbani hai

(614) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Mera Gham Nahin Kahani Hai written by Nazim Qamar at UrduPoint. Gham Mera Gham Nahin Kahani Hai is one of the masterpieces written by Nazim Qamar. You can also find the complete poetry collection of Nazim Qamar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazim Qamar' above.

Gham Mera Gham Nahin Kahani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Mera Gham Nahin Kahani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.