Aap Ke Iltifat Ka Gham Ho, Urdu Ghazal By Nazish Partap Gadhi

Aap Ke Iltifat Ka Gham Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazish Partap Gadhi. Aap Ke Iltifat Ka Gham Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap Ke Iltifat Ka Gham Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ کے التفات کا غم ہو

نازش پرتاپ گڑھی

آپ کے التفات کا غم ہو

اتنی چھوٹی سی بات کا غم ہو

آج ان آنکھوں کی بات یاد آئی

آج کس کو حیات کا غم ہو

عشق سے یہ مذاق ٹھیک نہیں

ہم کو اور سانحات کا غم ہو

میں فراموش کر دوں اور تم کو

تم تو میری حیات کا غم ہو

جن پہ میں بھی یقین کر نہ سکا

کس کو ان حادثات کا غم ہو

دل تو ہے صرف اپنی ذات کا غم

تم مگر کائنات کا غم ہو

نازش پرتاپ گڑھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap Ke Iltifat Ka Gham Ho

Nazish Partap Gadhi

aap ke iltifat ka gham ho
itni chhoTi si baat ka gham ho

aaj un aankhon ki baat yaad aai
aaj kis ko hayat ka gham ho

ishq se ye mazaq Thik nahin
hum ko aur sanehat ka gham ho

main faramosh kar dun aur tum ko
tum to meri hayat ka gham ho

jin pe main bhi yaqin kar na saka
kis ko in hadsat ka gham ho

dil to hai sirf apni zat ka gham
tum magar kaenat ka gham ho

(492) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aap Ke Iltifat Ka Gham Ho written by Nazish Partap Gadhi at UrduPoint. Aap Ke Iltifat Ka Gham Ho is one of the masterpieces written by Nazish Partap Gadhi. You can also find the complete poetry collection of Nazish Partap Gadhi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazish Partap Gadhi' above.

Aap Ke Iltifat Ka Gham Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap Ke Iltifat Ka Gham Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.