Wo Ham-safar Hai Magar Phir Bhi Ham-zaban To Nahin, Urdu Ghazal By Neelam Bhatti

Wo Ham-safar Hai Magar Phir Bhi Ham-zaban To Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Neelam Bhatti. Wo Ham-safar Hai Magar Phir Bhi Ham-zaban To Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Ham-safar Hai Magar Phir Bhi Ham-zaban To Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ ہم سفر ہے مگر پھر بھی ہم زباں تو نہیں

نیلم بھٹی

وہ ہم سفر ہے مگر پھر بھی ہم زباں تو نہیں

چھپا ہے مجھ سے مگر خود پہ بھی عیاں تو نہیں

مرے خیال کی دنیا میں گرچہ رہتا ہے

مرے خیال کی دنیا کا آسماں تو نہیں

یہ میری فکر کے سورج میں جو شرارے ہیں

یہ میری فکر کے محور کا امتحاں تو نہیں

دھڑک رہے ہو مری آنکھ کے نظارے میں

مرے مکان کے اندر ترا مکاں تو نہیں

بسایا سوچ کی محفل میں جس کو نیلمؔ نے

ظہور حرف ہے معنی میں بھی نہاں تو نہیں

نیلم بھٹی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Ham-safar Hai Magar Phir Bhi Ham-zaban To Nahin

Neelam Bhatti

wo ham-safar hai magar phir bhi ham-zaban to nahin
chhupa hai mujh se magar KHud pe bhi ayan to nahin

mere KHayal ki duniya mein garche rahta hai
mere KHayal ki duniya ka aasman to nahin

ye meri fikr ke suraj mein jo sharare hain
ye meri fikr ke mehwar ka imtihan to nahin

dhaDak rahe ho meri aankh ke nazare mein
mere makan ke andar tera makan to nahin

basaya soch ki mahfil mein jis ko 'nilam' ne
zuhur-e-harf hai mani mein bhi nihan to nahin

(546) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Ham-safar Hai Magar Phir Bhi Ham-zaban To Nahin written by Neelam Bhatti at UrduPoint. Wo Ham-safar Hai Magar Phir Bhi Ham-zaban To Nahin is one of the masterpieces written by Neelam Bhatti. You can also find the complete poetry collection of Neelam Bhatti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Neelam Bhatti' above.

Wo Ham-safar Hai Magar Phir Bhi Ham-zaban To Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Ham-safar Hai Magar Phir Bhi Ham-zaban To Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.