Thahre Pani Mein Ye Mahtab Sa Rakkha Kya Hai, Urdu Ghazal By Neelu Megh Neelam

Thahre Pani Mein Ye Mahtab Sa Rakkha Kya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Neelu Megh Neelam. Thahre Pani Mein Ye Mahtab Sa Rakkha Kya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Thahre Pani Mein Ye Mahtab Sa Rakkha Kya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ٹھہرے پانی میں یہ مہتاب سا رکھا کیا ہے

نیلو میگھ نیلم

ٹھہرے پانی میں یہ مہتاب سا رکھا کیا ہے

آپ کی آنکھ میں سیلاب سا رکھا کیا ہے

میری تقدیر میں تو کوئی بھی تعبیر نہیں

پھر یہ پلکوں پہ مری خواب سا رکھا کیا ہے

میں نے موتی کے ذخیرے تو بہت دیکھے ہیں

سامنے گوہر نایاب سا رکھا کیا ہے

اے مرے ڈوبتے سورج یہ بتا دے مجھ کو

تیرے دامن میں یہ مہتاب سا رکھا کیا ہے

میں نے دیکھی ہیں زمانے کی شرابیں نیلمؔ

تیرے شیشے میں یہ تیزاب سا رکھا کیا ہے

نیلو میگھ نیلم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Thahre Pani Mein Ye Mahtab Sa Rakkha Kya Hai

Neelu Megh Neelam

Thahre pani mein ye mahtab sa rakkha kya hai
aap ki aankh mein sailab sa rakkha kya hai

meri taqdir mein to koi bhi tabir nahin
phir ye palkon pe meri KHwab sa rakkha kya hai

main ne moti ke zaKHire to bahut dekhe hain
samne gauhar-e-nayab sa rakkha kya hai

ai mere Dubte suraj ye bata de mujh ko
tere daman mein ye mahtab sa rakkha kya hai

main ne dekhi hain zamane ki sharaben 'nilam'
tere shishe mein ye tezab sa rakkha kya hai

(625) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Thahre Pani Mein Ye Mahtab Sa Rakkha Kya Hai written by Neelu Megh Neelam at UrduPoint. Thahre Pani Mein Ye Mahtab Sa Rakkha Kya Hai is one of the masterpieces written by Neelu Megh Neelam. You can also find the complete poetry collection of Neelu Megh Neelam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Neelu Megh Neelam' above.

Thahre Pani Mein Ye Mahtab Sa Rakkha Kya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Thahre Pani Mein Ye Mahtab Sa Rakkha Kya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.