Tum Se Jaana Ki Ek Kitab Hun Main, Urdu Ghazal By Neena Sahar

Tum Se Jaana Ki Ek Kitab Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Neena Sahar. Tum Se Jaana Ki Ek Kitab Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Se Jaana Ki Ek Kitab Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم سے جانا کہ اک کتاب ہوں میں

نینا سحر

تم سے جانا کہ اک کتاب ہوں میں

حرف در حرف لا جواب ہوں میں

حسرت موسم گلاب ہوں میں

سچ نہ ہو پائے گا وہ خواب ہوں میں

آپ نے اعتبار ہی نہ کیا

میں تو کہتی رہی سراب ہوں میں

مجھ سے اپنی نمی نہ سوکھ سکی

آپ کہتے ہیں آفتاب ہوں میں

ہو کے موجود بھی نہیں دکھتا

وہ اماوس کا ماہتاب ہوں میں

اس سے ملتے نہیں اصول سحرؔ

چاہتی جس کو بے حساب ہوں میں

نینا سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Se Jaana Ki Ek Kitab Hun Main

Neena Sahar

tum se jaana ki ek kitab hun main
harf-dar-harf la-jawab hun main

hasrat-e-mausam-e-gulab hun main
sach na ho paega wo KHwab hun main

aap ne e'tibar hi na kiya
mein to kahti rahi sarab hun main

mujh se apni nami na sukh saki
aap kahte hain aaftab hun main

ho ke maujud bhi nahin dikhta
wo amawas ka mahtab hun main

us se milte nahin usul 'sahar'
chahti jis ko be-hisab hun main

(471) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tum Se Jaana Ki Ek Kitab Hun Main written by Neena Sahar at UrduPoint. Tum Se Jaana Ki Ek Kitab Hun Main is one of the masterpieces written by Neena Sahar. You can also find the complete poetry collection of Neena Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Neena Sahar' above.

Tum Se Jaana Ki Ek Kitab Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Se Jaana Ki Ek Kitab Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.